Where are you ...

battaya tu hai.. teen KIngston Uni walli Pardoosannain .. :hoonh:
souch lu Aik JAnam kam hu jai ga.. :hehe:

yeh kaun sa gana hai ??? aisa besura gana kab gaya udit ney… :hoonh:..

deydo na deydo na tu aaj tuk nahi gaya us ne…kis gane ka kachoomar bana rahey hain :smack2:..:bailan:

Singing

Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na

haan bilkul bilkul..jitne aap smart utna woh smart..mujhe tu kabhi kabhi shak hota hai..kahin aap log bichde howey bhai tu nahi…dekhne mein tu eik jaise hi ho :halo:…
haan Amith Amith tha…Boom karne se pehle tuk…boom mein mera dil chah raha hai uss ki todi nako podi nako bhugo todi nako kar doon..:mad:…jahil, batameez, besharam, behaya..behuda…aur sab kuch…mad

tu aaj kia sehri karein gay??? coffee aur toast? Allah aap ko aur aap k matke ko himmat dey Ameen..:halo:.. bohat bade mahaz per jaa rahey hain…

:eek: :eek: meri yaadasht phir se aa gayi :hehe:

well mujhe jaana tha ab se 1 hour pehle mein phir se bhool gaya tha :smack: ab to allah haafiz bol do logo :frowning:

:halo:…ya Allah khair kareen..Abhijeet ki aatma tadap rahi hogi sotey mein..

KK…ki hoya..kyun ro rahey hoo? :halo:..

Hey Marlin … :rolleyes: Nemo milla? :hehe:

[QUOTE]
*Originally posted by rabiaa: *

haan bilkul bilkul..jitne aap smart utna woh smart..mujhe tu kabhi kabhi shak hota hai..kahin aap log bichde howey bhai tu nahi...dekhne mein tu eik jaise hi ho :halo :...
haan Amith Amith tha...Boom karne se pehle tuk...boom mein mera dil chah raha hai uss ki todi nako podi nako bhugo todi nako kar doon..:mad :...jahil, batameez, besharam, behaya..behuda...aur sab kuch...mad...

tu aaj kia sehri karein gay??? coffee aur toast? Allah aap ko aur aap k matke ko himmat dey Ameen..:halo :.. bohat bade mahaz per jaa rahey hain...
[/QUOTE]

well aap jo bhi keh lo Adnan hai to achcha singer...saare songs are sooooooooooo good...

haan amitji ne bura kiya woh role accept karke but Baghban mein his role is so good :D

haan coffee and toast and an apple...mein to aaj bhi bas orange juice hi piya tha sehri mein poore din to no problemo :D

aap ki yaadasht ghum ho jaye aaise haseen chamatkar nahi hotey ab :smack:…haan bhool is liye jatey hain kyun k upari mazil jo khali hai..:halo:..

ab so kar kia karein gay..sehri tuk sona na…
jana hai?

:hoonh:

tu mai nai kiya kaha thaa .. :rolleyes:

haan bechara Abhijeet Bed se gira hoga ‘DHOOOOOOOOOOM’

ki kaun apne nails ko black board par scratch kar raha hai :smiley:

well to abhi jaagne ke liye mujhe ek coffee ki zaroorat padhegi…mein aata hoon in 5 mins coffee bana kar phir sehri tak jaag sakta hoon :smiley:

:hoonh: abb zara tum koe ganna tu gaa kur dikhao .. :snooty: RAng barsai.. :stuck_out_tongue:

oye Rang Barse ko kuch nahi kehna :snooty:

Ramadan hoen do phir sunata hoon aapko ek din ghar bula kar…raat ko Sapan bhi hoga chorus mein :smiley:

:eek:..Allah khair,inhey kia ho gaya hai..kabhi roney beith jate hain..kabhi marlin ko yaad kar rahey hain…ab Nemo k peechey pad gaye hain…Rozay rakhne se pehle yeh hal hai tu roza rakhne k baad kia hota hoga…:eek:.

Daagh :eek:..sirf 1 orange juice ka glass piya tha…bilkul hi Mental hain kiaaa :bailan:…zinda kaise bach gaye…
aur Coffee aur toast aur apple sehri hogi?? hmm…theek hai..
ramazan tu matke k liye bada hi shub mahina hota hoga phir…kitna khush hota hoga ramazan mein…:hula:..
chalo matkey 1 month khush ho lo..phir wohi hashr hoga..shayad us se bhi bura ho..kasar jo nikalein gay log..:bummer:..

haan 1 orange juice but phir bhi kuch pata nahi chala :konfused: aparna baar baar time pooch rahi thi keh rahi thi mujhe dekh kar use bhook lag rahi thi :hehe:

haan is 1 month mein to pait ekdum chota ho jayega :frowning: bechara…tch tch tch

kaha nahi tha roo rahey they aap kuch deir pehle :halo:..
itne achey gane ki itni bisti ho rahi thi…:bailan:

Daagh wah wah kia bahana hai…:hoonh:..
abhi coffee peyein gay phir sehri mein peyein gay.. coffee hi na ban jana kahin :smack:…phir coffee waloon ka buisness down ho jaye ga..coffee leina hi chod dein gay log…:halo:…

:eek:…iss sai baihter mai khudkashi kur loun.. Rabia buchaao… :crying:

Aparna bhi heran ho gaye hogi…k yeh kaise itne shant hain…
mujhe tu dal mein kuch black black lagta hai..:hoonh:..orange juice mein kia milaya tha :bailan:..hain, bolo bolo tell tell…

nahi hoga chota..ussey mun phola kar beithne ki adat ho gaye hai ab..:halo:..

Finding Nemo daikhe hai.. naheen na.. daikh lu samajh aa jai ge..