Where are you ...

naheen aainai mai tu sirf ik he shakkal nazar aate hai.. sunder se.. :stuck_out_tongue:

han souch raha houn Pani ke Billi ku chubba loun .. :hoonh:

agar nahi nahana..tu zyada pangay na lo acha :hoonh:…aur aap nahaye they aaj subah?? tub hi mein kahoon k samunder khali khali kyun lag raha hai…farq tu phir bhi nahi pada :halo:…

theek hoon..hal chal bhi theek hai..tussi sunao… kuch bemaar howey :hula:..

ohhhhhhhh yeh wala ilzaam..KK…koi aur ilzaam nahi mila tha lagane ko :smack:…yeh ilzaam is janam tu kia agley saath janamoon tuk mumkin nahi hai..:snooty:

oh tu meri pic hata do aaine se..phir aaina dekhna..choosa hi dikhey ga.. :mocking:

aap soochte bhi ho :eek:… aur choosa billi ko nahi..billi choose ko chaba sakti hai..sooch lo.. i mean soochne ki koshish karo.. :halo:…

:smack2: gai bhains pani mai .. …

hahaha tub hi mein soochon Daagh ka reply kyun nahi aya abhi tuk…:hehe:..pani mein kis ne dhaka diya unhey… jo bhi tha..jeeta rahey, khush rahey.. :biggthumb

well aapko kya farq padhna hai samadar mein…B’ham waise hi most dirty and polluted city hai in UK :stuck_out_tongue:

nahi jee hum to change bhale hai…logo ne chahe jo bhi aashirwaad de rakhe ho bimariyon ko hum bhi dheet No. 1 hai :mocking:

aur kya ??? 7 janam tak no chance :eek:
that means 8th janam mein milega :blush: thanks :flower1:

:eek: han aap he ke hai .. :blush: abhi chushmaa lagga kur daikha.. mai tu uss ku Halloween ka poster samajh raha thaa… Ainna tu hai he naheen yahan pur.. :bummer:
pani ke billi sirf fish chubba sakhte hai .. :stuck_out_tongue:

aap nai.. abhi abhi .. :rolleyes:

B’ham beshak jaisi bhi city ho…hamare aney se us ki shoba ab badh chuki hai..jo thi woh nahi rahi..ab tu log taraste hain b;ham aaney ko..k Pari ki darshan ho jaye..per Pari k paas itna tame nahi hai :snooty:..

haan yeh bhi koi batane wali baat hai k aap dheet no 1 ho…koi naye gal karo :halo:..

8th janam hota nahi hai ok..:hoonh:…films mein tu nahi hota…tu asal mein bhi nahi hoga…snooty..

ohhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh woh dekhi :blush:…mein ne dekhi…anneyyyy soo sundar..blush blush..

8th janam mai aap ku bhi Pani ka billa bun kur aana hu ga phir.. :rolleyes:

oh agar aap us ko Halloween ka poster samajh rahey they..tu chinta nako karo…aaina khareedne ki zaroroat nahi hai..is ka mutlub ap k ghur mein aaina hai… :halo:…
waise Halloween mein aap ko tu mask pehen kar darane ki bhi zaroorat nahi pade gi..mask ka bhi kharcha bach gaya…

aur JIS pani ki billi ki aap baat kar rahey hain..woh Choosa chaba sakti hai..agar majboor kia jaye tu :hoonh:..

mujhe to koi nahi pata jinko b’ham jaane mein khush ihoti ho…log awein khush ho jaate hai ki koi aayega B’ham :rolleyes:

well agar aapko nahi lagta ki 8th Janam hota hai to maan jaao na :blush:

nahi mein us bongay ki movie nahi dekh raha tha…mein reading kar raha tha then there was a program on Indian politics woh dekh raha tha :smiley:

so aapne dekhi woh boring movie ???

:eek: nahi nahi nahi…yeh hume manzoor nahi :snooty:

[QUOTE]
*Originally posted by rabiaa: *

oh agar aap us ko Halloween ka poster samajh rahey they..tu chinta nako karo...aaina khareedne ki zaroroat nahi hai..is ka mutlub ap k ghur mein aaina hai... :hal o:...
waise Halloween mein aap ko tu mask pehen kar darane ki bhi zaroorat nahi pade gi..mask ka bhi kharcha bach gaya...

aur JIS pani ki billi ki aap baat kar rahey hain..woh Choosa chaba sakti hai..agar majboor kia jaye tu :hoo nh:..
[/QUOTE]
chullu phir party kurttai hain ..
by the way this friday meree work Colleague kai ghar Halloween party hai.. mai bhi Daagh sai yahe keh raha thaa.. bas subah uth kur aisai he pouhanch jaon gaa.. bas thourdai aor spiky hairs

acha chourdu Panni ke Billi.. ye buttao kia kiyaa sara din?

kia 8th Janam ya PAni ka Billa.. :wink:

khushi mujhe nahi hoti k koi aa raha hai..aney waley ko khushi hoti hai k woh B;ham aa raha hai jahan Pari rehti hai..aap ko kia pata..aap tu Queen k shoharston mein rehte ho :hoonh:

meein kyun awayeen maan jao…wah rey…ji nahi..8th janam nahi hota ok…:bailan:..

HAWWWWWWWWWW HAYEEEEEEEE :eek:..hrithik ji ko bonga kahaaaaa…Allah reyy… Daagh ab bacho..:2guns::mad3:..aaaaaaaaaaaaaa…
hrithik ji itni achi film ko chod kar..woh sadi howi…boring tareen politics dekh rahey they..un politician se tu achi hi acting karta hai hrithik :mad3:

aur haan mein ne woh movie poori dekhi..kyun k mera taste acha hai..aur mujhe achi cheezein hi pasand aati hain.. mad3..

mein aur Bhotoon k sath party karoon gi…yeh riteeeeeee… :hoonh:
Allah rey bechara Colleague.. sat ko hum yahan us ka fatiha padhva dein gay…:bummer:
aur baal hain kitne jo aur spiky karein gay :halo:…jitne hain..un per sabr shukar karo bade miyan..zyada upar khaincho gay tu nikal hi na aye jo 1, 2 bachey hain… :halo:..

aur mein Pani ki Billi nahi hoon :bailan:…mein ne aaj bohat kuch kiya..
aaj tu mehmaan bhi aye they.. mein ne chai bhi banaye… :mad:..aur aata bhi ghoond diya hai subah k liye… :Pretty:…
aap ne kia kiya bongiyan marne aur sunney k ilawa…halo

:eek: Daagh ye kia keh rahhai hu.. :nono: woh tu cute hai bilkul SAL jaisa .. :hoonh:

SAL kia hota hai :hoonh:
:bailan:

hehehehee okie okie Pari jee theek hai aapka B’ham Mahaaaaan…aap maha maha mahaaaaan :hoonh:

haan ji hota hai 8th janam bhi sachchi mein…mera 8th wala hi hai na :blush:

oooppppssss sorry mein to mann mein hi soch raha tha hrithik ke baare mein galti se likh bhi diya :smiley:

waise politics ki baatein bongi nahi hoti…interesting hoti hai…aajkal India mein investment ke kitne saare options khul gaya hia :snooty: