well yeh to ek pal mein ho jaata hai yaha to dino beet gaye ![]()
well woh humare aankhon mein problem hai na is liye roll ho gaye ![]()
aur aap sunaye what interesting is happening around you ?
well yeh to ek pal mein ho jaata hai yaha to dino beet gaye ![]()
well woh humare aankhon mein problem hai na is liye roll ho gaye ![]()
aur aap sunaye what interesting is happening around you ?
ohhhhhhh great 1 min ho gaya aapka ![]()
ps. welcome back ![]()
haan aur kam padhai karne se KK jaisi ho jao gi…dono taraf khai hai :halo:
tum aisa karo beech mein hi raho…shayad tub normal hi reh sako..umeed per dunya kayam hai.. ![]()
wohi tu mae keh rahi hoon k mae ne nahi parhna ![]()
ap mujhe batayein na k mae kaise parhai se chutkara hasil karoon??:halo:
aelo
is rabo ki hee kami thee ![]()
haan ho gaya..buchhh… ![]()
woh actually yahoo per sare cousins jama ho gaye they…tu mujhe wahan jana pada…woh jane hi nahi dey rahey they..zahir hai Pari har jaga thodi hoti hai.. per agar mein zyada deir insanoon k beech mein rahi tu insan hi na ho jaoun
..is liye abhi wahan se break li hai..tussi sunao kia ho raha hia? ![]()
Ps..thanx vanx ![]()
han aor agar bilkul naheen purdhaa tu Rabooo jaisee …
chullu HH kuch tu purdh lu ABC aor 100 tuk counting he kur lu … ![]()
haan mein janti hoon… k hamari kami thi… achey logoon ki bohat kami hai is dunya mein… ![]()
kia hal hai HHoooo… kia ho raha hai.. aur yeh lo.. ![]()
![]()
aur lambay lambay msg karnay wali …![]()
kiya haal chaal haiN …![]()
itnay lambay msg naa kiya karOO … GS ki ink khatam hOO jai gee …
phir …hum sab ka nuqsaan hOOgaa naa …![]()
waisay hI …
…:love:
ohhhhhhh achcha cousins ke saath the yahoo par…kitne demand hai aapse baat karne ki logo ko…uffff
![]()
well hona kya hai aap the nahi to mein bhi kuch khaane ka chance maar liya…had thanda bharta on slice of bread and saath mein garama garam hot choclate
and then HH and KK se guppain ![]()
Raboooo sai pouchu na… abhi 100 taeekai butta dain ge.. ![]()
mere jaise tu padh kar ya na padh kar bhi nahi ho sakti… Pariyoon ko padhne ki zaroorat nahi padti.. woh tu paidaishi samajhdar hoti hain .. :Pretty: …
Ps.. hello shello ![]()
Re: Where are you ...
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
Smileeeyyyyyy
nikii ji
tiddyyyyyyyy
Shikra
irem
ayman
Maheen2002
passo
ata bhai
DT
Kamran-Khan
Rani
Koyal
Mal1k
sadzzz
kino
rabiaa
Aashi
Naazi
Muslim Queen
jiya45
pakistani kurhi
AmericanDesi
saare kaha gayab ho gaye aaj ????
[/QUOTE]
UMM MAYBE THEY HAVE REAL LIFE TOO LOL
Re: Re: Where are you ...
[QUOTE]
*Originally posted by robby: *
UMM MAYBE THEY HAVE REAL LIFE TOO LOL
[/QUOTE]
ohhhhhhh so where YOU lost your REAL life ???
aa gaen… aor kia haal chaaal hain…bas bas formality kai lia poucha hai.. battana shuruu na hu jana…
btw Welcome back
![]()
haan na wohi tu… Pari jo hoon..tu demand mein tu rahoon gi hi na… :Pretty: aur woh cousins tu chor hi nahi rahe they..mein jabkahoon ab chalti hoon..sawallat ki list shoro…aisa lag raha tha jaise sawalon ka menu card padh rahey hoon..kahan ja rahih o? kyun ja rahi ho? kis liye? kab ao gi.. :halo: mein ne kaha meri billi mujhe meow..kyun k woh kia hai na k jab kyun jane ko kehta hai na tu mujhe bhi yeh wala menu card padhne ki bemaari hai ![]()
aur tobah tobah Allah mauqa dey aap ko khane peene ka…1 sec milta hai fut khane puhunch jate hian..chchch…bechara matka.. ![]()
lo inhey ab pata chala hai k mein aa gaye hoon…shahi savari ki awwaz nahi aye thi.. aur mein ne bhi formality k liye bataya hai…aasman per mut puhunch jana ![]()
aur mein jahan thi us ki katha likh chuki hoon..chashme mil jaye tu laga kar padh li ga bade miyan ![]()
btw… thanx vanx
aur yeh hug vug apne paas hi rakha karein …chi.. ![]()
purd gia durra …
abb gana na shru hu jana
*
Aaee main to aaee nazaron ke anjane ek jahan se
Layee main to layee baharon ke afsane bhi wahan se
Na na mujhe chhoona na door hi rehna, Pardee hoon main …
*
sawalon ka menu card…kya term hai wah…well woh logo na kaha hai na ki jaisa karoge waisa paaoge…so aapne kabhi menu card read kiya tha to ab unki baari hai ![]()
nahi meine aaj na lunch nahi kiya tha so bhook lag rahi thi and bore bhi ho raha tha…so jab bhi mein bore hota hoon to mein khaane chala jaata hoon
waise kya tasty lagta hai ekdum thanda bharta on bread…yumyumyum
aur sunaye kya ho raha waha ?
sorry guys got D/c ![]()
![]()
RAbooooo am fine
tum sunaou kasiee ho ![]()
aur lambay lambay msg karnay wali …![]()
kiya haal chaal haiN …![]()
itnay lambay msg naa kiya karOO … GS ki ink khatam hOO jai gee …
phir …hum sab ka nuqsaan hOOgaa naa …![]()
waisay hI …
…:love: