okie hum intezaar karege ![]()
![]()
already 27 minutes gone
but abhi tak 1 min poora nahi hua ![]()
![]()
bahot hansi aa rahi hai kyon ![]()
daanton ka insurance hai kya ???
![]()
hi daagho n kamo uncle ![]()
HH
kaise ho aap aaj ?
how is everything around you ???
me fine shine uncle
ap sunao.. kaise hain aur meri aunty kaisee hain ![]()
![]()
Hi Bhateju … HoW are you? so what you are up to?
woh aapke aunty to gaye hue hai abhi pakistaan
hum to akele hi reh gaye bhari duniya mein ![]()
ohhhhoo hooooooo bari yaad aa rahi hain aunty jee ;).. itna hee udas hona tha tu saath kionnahi chalay gay ![]()
Kamo uncle
me fine shine.. ye dekhain zara ap k dost ko ab ap k saath hotay hoay bhee tanhaai mehsoos ho rahi hai
![]()
haan jaana to mein bhi chahta tha but kya kare…life is not that simple you know ![]()
well ab tum aa gaye ho to achcha feel kar raha hoon already ![]()
awww agr ap nahi ja sakay tu unhein kion bhaijh diya
![]()
dekha mere hee dum se sub mein dum hai ![]()
![]()
Dost kahan…dost koe aissa kam kurtai hain ju inhoon nai kiaa… raqeeeb hai raqeeeb… ![]()
aor kia hu raha aaj kal?
well ab mein aoni khushi ke liye unki khushi to nahi cheen sakta na
well yeh sab badhe logo wali baatein hai aap jab badhe ho jaaoge to aap bhi samajh jaaoge ![]()
haan jee bilkul aapke dum se sab mein dum hai…![]()
wohi na dost dost na raha pyaar pyaar na raha ![]()
aajkul tu bus mojein ho rahi hein phir wohi parhaai ![]()
oho hooooo itna khiyaal rakha jata hai un ka.. abhi unhein aunty banay hoay jumma jumma aath din nahi hoay aur yahan…![]()
meri baat ki taiedd ki hai tu ankhein kion roll ker rahay hain ?? ![]()
itnee purdhai naheen kurtai…:nono: Gunna milta hai .. ![]()
ziadda purdhnai sai Daagh jaise hu jao gee…
![]()
haan mein aa gayeee… Welcome back to me ![]()
Bamulaizah hoshiyaar Shehzadi urf Pari urf Rabia tashreef laa chuki hain :queen:
haan tu kia ho raha hai? hamari ghair majoodgi mein kia kia howa..zara sari rapput do ![]()