Where are you ...

:hoonh: aor saath mai ---->:bailan: daikhai… neend ke pari kai … :hehe:

aap ne hisaab bhi laga liya :crying: :crying: :crying:

haan naa us zamane main itni hi umer main shaadi howa kerti thii:rolleyes:

uss zammanai mai … 90’s mai … :hoonh:

haha..chalo shukar hai..abhi nazrein itni bhi kamzoor nahi howi.. acha howa dekh liye..warna baad mien pachtana padta..per kyun k aap ne dekh liye they..aur ruk bhi gaye thi tu is ka inaam tu deina pade ga na… rehm dil jo hoon :smack:

tu is ka inaam yeh hai k chalein..ab aap jaa sakte hain..mein bhi jaa rahi hoon…

tu bye shye…aur takecare kar leina baat jo manni thi is liye ijazat di hai :snooty:

Allah hafiz…aur sweet dreams kehna beqaar hai..kyun k bhooton ko sweet dreams nahi aatey.. :mocking:

khanai yaa …:rolleyes:
27 … 30 … :rolleyes:

ab tu main hug de hi chuki hon unko
u too late beta ,
haan kata kat khane ka bahut shauq hai mere ghar aajao main tumhain rooz subha shaam dongi :bailan: :smash:

ji nahi 98 main :mocking:

aap tu kabhi dhung ki baat na karna :bailan:
hamesha putha hi soochna..isi liye kehti hoon aap soocha na karien..khali dabbey per kia dhol bajana.. :halo:

oh hooo hug dey bhi di…badi quick service hai thuwaadi aunty ji…:halo:
waise ab tu mujhe shak hai kissi baat ka..per jis baat ka hai woh abhi nahi bataoun gi..jab confirm ho jaye ga tub bataoun gi…

aur yeh kaun sa kata kat hai..nahi yeh wala apne bachoon ko dey di ga beshuk..mujhe woh asli wala khana hai..woh mirchoon wala.. :yummy:

du waqqt kai ye wallai khannai mere taraf se bhi denna roooz extra … :rolleyes:

haan inhey tu subah, sham, dupaher raat yehi khane ki aadat ho gaye hai..isi liye inhey yeh nahi pata k dunya mein aur bhi khane hote hain… :halo:

kia karoon aissa he houn mai… :blush:… film???

aap bhi aain aap ko bhi mile ga kata kat :bailan: :smash:

aur haan yaad aya ab 2:13 ho gaye hain..mein ne 2:00 baje jana tha :smack:

tu ab hum Shehzadi urf Pari urf Rabia tashreef ley jaa rahey hain.. :queen:

tu sab ko bye shye…aur takecare bhi :snooty:
Allah hafizz :wave:

naheen merra rozaa hai ,… :rolleyes:

aai hai humpe shaq :eek: :eek:
kiya shaq hai bolo jaldi , hai re hai humari tu neend hi uradi aaj tumne
jaldi bolo kiya shaq :crying: :crying:

chchc ab yeh dialogue keh kar ajay ki itni bisti na karein..:halo: aur dialogue likhne wale ki bhi…aur yeh dialogue us film se hai jis ka yeh hai…

‘tum ne kabhi koi sapna dekha hai shekar? mein ne dekha hai aur ussey toot tey howey bhi dekha hai..bohat takleef hoti hai..is liye mein ne sapna dekhna chod diya hai’..kis film ka hai..bolo bolo tell tell :mocking:

tu chalo aftari main khila denge :smash: :bailan: :bailan:

aai hai shahzadi saheba aise naa jaiye :frowning:
apna shaq tu bata ke jaiye :smiley:

900 chohay kha k billi haj ko chali..:halo:
aisa khana khatey howey rooza yaad aa gaya… yeh tu aap ko roozey mein bhi khilane ki ijazat hai hamey :bailan:

Jiya ji jab shuk yaqeen mein badal jaye ga na tub bataoun gi…acha howa aap ki bhi neendein ud gaye..jab mujhe neend nahi aati tu aauron ko kyun aayein :snooty:

aur mein ja rahi thi na..sab bye shye bolo :bailan: