pyaar ki wahshat??? wah rey hamare pyaar ki bhi wahshat hai… wah rey rabia..jeeti raho, khush raho
abhi hamari wahshat dekhi hai logoon ne ya pyaar ki washat dekhi hai..pyaar nahi dekha… :Pretty:
aur mein theek thaak hoon..aap ka khana vana ho gaya na..?
abb tu wakaee lagtta hai aa gae neend… … achaaa ab hum chultai hain
Logoun take care wake care kur lainaa … aor agar na kurnee hu tab bhi kur laina… kion ke HUM kah rahai hain..
Allah Hafiz
oh hello Mr. mein ne kuch kaha tha na… mere saath jayein gay sare..abhi 5 min hain…theek 2 baje chali jaoun gi mein bhi..tub tuk aram se chup kar k beithain acha..
ek tu mashaallah 30 saal ka
aur dosra 27 ka ,
apni bahu bhi talash ker rahi hon saath saath;) , tum kiya shadi shuda hu ???
khane main beta is umer main tu kuch banta hi nahi mujh se baher se banwa rahe hai thora ghar main
chiken stew , aur mutton karahi aur kata kat ghar main bana rahi hon main
mere ye khane yahan bahut mashoor hain
ohhhh mashallah vade vade hain sare ..tu woh jo mein ne hug di thi na..woh aap ley lo theek hai..meri taraf se bus wish kar di ga…
aur nahi aunty ji mein shadi shuda nahi hoon..per aap chinta nako karein abhi shadi karni bhi nahi hai.. :nono:
aur wahh reyyy kata kat kab se nahi khaya… mujhe bohat pasand tha…chut pata sa…theeka mirchooonnn wala per ab tu kabb se nahi khaya..mein aa rahi hoon khane bus..