Where are you ...

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
haan yeh bhi hai...

hum to theek thaak yaar...very tired :( subah subah fotography ke liye gaya tha uske baad 4 hours soya bas :(
[/QUOTE]

haan hum bhi daikh kar beterha udass ho gay.

udaasi kyon yaar :(

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

iss larki se to baat karna hi fazool hay
[/QUOTE]

Ji haan humain bhi bandaron se baat kernay kaa shauq nahi :D

in galiyon main hum bhi kabhi madhosh phira kartay thay

:smiley: :smiley: :smiley:

well now kahin aapki shadi wadi tu nahi hogaye ju gher aake bhi itni masrofiyet hone lagi hai:hehe:

[QUOTE]
*Originally posted by jiya45: *

Ji haan humain bhi bandaron se baat kernay kaa shauq nahi :D
[/QUOTE]

pata nahi kiss ki bad dua lay kar iss bandarya ke mathay lage ga. :(

oh achcha

to aajkal kin galiyon mein bhatak rahe hai?

:frowning:

humari aisi kismat kahan…aaj kal ki larkiya bahot hoshiyaar ho gayi hai koi haan hi nahi karti :smack:

koun lage gaa mere mathay :smokin:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
oh achcha

to aajkal kin galiyon mein bhatak rahe hai?
[/QUOTE]

ab to na koi gali hay na chubara ...

hum hain or mekhana hay
janoon or weerana hay

ye tu hai :smiley:

lakin is duniya main koi bewaqoof hogi naa :smiley:

naseeb ka mara

… :rotato:… bye bye

:rolleyes:

jee nahi koi bewakoof se nahi karni…smart honi chahiye bas :snooty:

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

ab to na koi gali hay na chubara ...

hum hain or mekhana hay
janoon or weerana hay
[/QUOTE]

hmmmm

chalo maikhane ka sahara to hai na :D

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

hmmmm

chalo maikhane ka sahara to hai na :D
[/QUOTE]

haan yeh to hay naseebon ki baarish hay

hmmmm

so aap aur kya karte hai when you are not tunn? i mean apart from preparing yourself to be tunn again :halo:

kabhi socha nahi

koi bander nahi hogaa :hoonh:

:hehe: samart larki ko larkaa bhi tu smart chahiye hota hai naa :smokin: