bas yahi to masla hai na ![]()
ghair bandar ko larki bhi ghair bandarya chahiay hoti hay na
main tu aapko bhi smart samajhti thii ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
kabhi socha nahi
[/QUOTE]
heheh
chalo achcha hai apne brain cells ko zaya nahi kiya :D
bas yahi to masla hai…samajhne ki baat kuch aur hoti hai ![]()
kiya tum BANDER aur BANDARYAA ke kahani se baher nahi aasakte:smack:
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
heheh
chalo achcha hai apne brain cells ko zaya nahi kiya :D
[/QUOTE]
nahi bhai mushkil kaam hum se nahi hotay
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
bas yahi to masla hai...samajhne ki baat kuch aur hoti hai :(
[/QUOTE]
is ko masla naa banayen :D koi apne hi jaise larki ko dekhen aur du bool parh lain :p
waqee sochnay ki baat hay
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
waqee sochnay ki baat hay
[/QUOTE]
aur ye aap kerte nahi hain :D
[QUOTE]
*Originally posted by jiya45: *
is ko masla naa banayen :D koi apne hi jaise larki ko dekhen aur du bool parh lain :p
[/QUOTE]
koi nahi milti :(
and jo milti hai woh :(
[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *
koi nahi milti :(
and jo milti hai woh :(
[/QUOTE]
WO ???????????
[QUOTE]
*Originally posted by jiya45: *
aur ye aap kerte nahi hain :D
[/QUOTE]
aap soch lain
woh kisi aur ko mil gaye :(
maine soch ke hi bolla thaa ke iss bander ke qisse ko khatam kiya jai ![]()
tu aapki kismat main usse bhi aachi larki likhi hai naa isi liye:k:
konsa qissa???
yeah yeah whatever :p
bader kaa yani tumhara:mad2:
aacha ye batao r u in pakistan ???
So bataon ki aik baat … hum bandar nahi hain …
pehlay aap taruf karwain apna