lo baat na karo to gussa....and baat karo to aur gussa smack
kiya karon aise hi hoon main ![]()
tum aisi ho to aisi kyon ho?
waise kyon nahi ho jaise hone ke liye waise baatein honi chahiye jaise aisi waisi nahi ![]()
main aise hi sahi hoon ![]()
aur waise nahi hoon is liye ke main WO nahi hoon ![]()
jaisay bhi ho rahogi to wahi na
to kab tak maan ne ka plan hai?
agar nahi maan rahe to mein jaaon? :p
bhai hum to mekhanay main hain
ye WAHI koun hain ?![]()
Azaad adaab arz hai
kaise hai janab? abhi bhi ![]()
JI haan jaiye jaiye ![]()
aap koun saa roz yahan hote hain
![]()
Bandarya ![]()
arey roz na sahi aaj to hoon na :halo:
agar aaj bhi chala gaya to roz bhi nahi rahoonga…soch lo
peeing nahi ti jeeingay kaisay
aap sunain .. ??
bander ko her dosri larki banderyaa hi nazer aati hai:snooty:
haan yeh bhi hai...
hum to theek thaak yaar...very tired :( subah subah fotography ke liye gaya tha uske baad 4 hours soya bas :(
aik to iss ke kaan her waqt band rehtay hain .. kabhi bholay se saaf bhi kar dia karain.
hum bandar ho hi nahi saktay
soch liya ![]()
jaiye aap kahan jain gey
ye nazer lout ke phir aaygi ![]()
hum ne bhi kaha thaa ke bander nahi tu banderyaa hongay:hoonh:
iss larki se to baat karna hi fazool hay
![]()
kisi nazar ko tera intezaar aaj bhi hai
![]()