Me bhi theek ho..
Thanks
Sorry agar aap ko burhi laghi..ainda nahin karho gi…![]()
So kia ho raha he?
Me bhi theek ho..
Thanks
Sorry agar aap ko burhi laghi..ainda nahin karho gi…![]()
So kia ho raha he?
yuppy shaam ki chay..
abhi 7 baj rahay hein yahan ![]()
he he …woh hum Nimaaz ke ja rehe te..lekin dekha to abhi tordi deer he…so rukh gay…
khair aap sunahein..kesi he aap? Kesa guzrah aj ka din?
![]()
achii khasii nahi hai na.. kachway jaisee hei :nahnah:
o ok then yahan per tu subha ke i mean afternoon ke 12:00 horahe hain aur abhi maine breakfast liya hai ![]()
aur kiya horaha thaa weekend ka kiya programe hai?
where r u ? bewaqoof
![]()
BF ab kia hai tu lunch kub kero gi aap ![]()
aur kuch khas nahi chal raha tha.. weekend tu hamara kul hee guzra hai.. acha raha.. mae ne art n craft ki classes join ki hain na ![]()
aap sunaoo kia chal raha hai.. movie dekhii koii??
![]()
am here for another 10 mins ![]()
kaise hai sab log ![]()
Daagho uncle ![]()
ki haal ai?
m fine shine bachii
bas very very busy ![]()
kya chal raha hai?
mood kaisa hai?
khana shaana?
lunch main nahi kerti
ab sirf raat ka khana khana hai .
aur weekend tumhara guzer gaya ?
how come
today is friday right ???
aur movie koi nahi dekhi lakin saaya movie dekhni hai mujhay ![]()
ji kiya haal hain ? kaisay hain
kahan hain ![]()
abhi tuk office mein hain kia?![]()
mood Alhumdulillah fine shine hai
… aur khana shana itnii jaldii thorii khatay hein ![]()
hayee Allah.. kia dieting ker rahi ho aap
![]()
haan na thursday hota hai hamara weekend :halo:
ye kounsii hai.. lolz.. mae bhee nahi dekhtii movies.. :o
w’salamz Jiya jee
kaise hai aap?
mein office mein hoon and busy bhi ![]()
abhi to 5:30 bhi nahi hue yahan :halo:
aur mein abhi ki nahi lunch ki baat kar raha tha na ![]()
hayeen.. mae samjhee shayad 7-8 baj rahay hein :halo:
lol.. aaj biryanii kkhayee thee.. bhool gaye.. its friday ![]()
nahi subha kaa nashta ja 12:00 hogaa tu khana phirraat main hi khati hoon ![]()
aur movie nahi dekhti tu poocha kiyoun thaa movie konsi dekhi:crying:
![]()
main tu:hula: u know
aur abhi office main hain ,gher kitni deir main jaigay ![]()
ahaan… mae waisay subh nashta nahi kertii coz dair se joo uthtii hon ![]()
acha baba sowwy na.. ainda nahi pochun gi:p