wahi tu main bhi keh rahi hoon ek hi dafa brunch la lati hoon :k:
u really kabhi movie nahi dekhi ???
sorry 4 late was away ![]()
wahi tu main bhi keh rahi hoon ek hi dafa brunch la lati hoon :k:
u really kabhi movie nahi dekhi ???
sorry 4 late was away ![]()
its ok ![]()
hmm ye bhee sahi hai ![]()
pehle dekhtii thee ab nahi… dil bhee nahi chahta ab :o
ok chalo ek burai se tu bach rahi hu naa:k:
aur is ke ilawa kiya masroofiyat hai ?
haan ye tu sahi kaha..
waisay bahiyon k kehne per hee chorhii thee movies dekhna.. lekin mae songs boht sunne lagii hoon ab ![]()
masrofiyat kuch khas nahi.. baji k saath art n craft ki classes join ki hein.. chotay chotay bachon ko sekhatay hein.. maza aata hai boht ![]()
![]()
![]()
kya hai
is thread mein kyon nahi reply kiya?
kab se hoon mein GS par but koi tha hi nahi :(
chulo koi buri aadat lagi;)
and wow thats good maza aata hoga wahan per :k: zaberdast
Daagho uncle ![]()
sowwy raat ko jana para ![]()
burii nahi boht buriii ![]()
yeah boht maza aata hai ![]()
![]()
![]()
![]()
How are u?
![]()
saray flooding walay thread ooper le aaye:silly:
ayr kyia kar sakta tha mien is kay elawa :p
chaloo yehii karlia buhat hay:clown:
aur murghon ko bhi pakar k laoo.. i mean guppies ko ![]()
zaban phisaltay time naii lagta:p
![]()
kaha say pakrhoon mien khud 3 din baad aya hon
wesay agar itni hee phisal rahi hay to caat kuon nahi detay ![]()
m back ![]()
IS..
how r u?
BS
![]()
hh yaaraa:hug:
jaoo meray liye khana laoo plzz:crying:
mayn buhat bhookaa hoon:teary1:
zaban kaatdain ge to bolain ge kessay *
*
aur 3 din kahan ghayeb rahay ? :halo: