U K Daant Wadday Hain Na That’s Y ![]()
hallo heartu:hug: how r u ?
[QUOTE]
*Originally posted by BeWaQooF: *
Mein Ne Table K Neechay Bhi Check Kar Liya, Yahan Par Kisi She Ka Door Door Tak Koi Pata Nahi :(
[/QUOTE]
dhoondo gay tu mil jai gi (singing)
Khair Hai Koi Baat Nahi ![]()
Ab Time Hi Kitna Baqi Bacha Hai Meray Paas Jo Mein Nakhray Dikhaon ![]()
Or Waisay Bhi Nakhray Dikhanay She Logon Ka Kaam Hota Hai Hum He Logon Ka Nahi ![]()
Mein Kal U Ko Buhat Miss Kar Raha Tha, Pata Hai Kal Mein Ne Apni Saray Chay Hazaar Posts Complete Kar Lee Thi, Or Soch Raha Tha K Tum Hoti To Mujhey Wish Karti ![]()
am good ![]()
u tell ![]()
Nahi Dhoondhna ![]()
mere daant ku baray kaha
![]()
mujhay tu colgate ke add ke liye offer hoi thii:blush:
shukran shukran for not garjing barsing
![]()
ahaan nice nice… mubarakaan
![]()
ab jaldi jaldi 10k ker lu.. boht sust ho ap
![]()
i m just fine shine as alwayes:blush:
aur kiya horaha thaa ?
Nayab Jee , Where R U ? :(
itni jaldi haar maan li ![]()
tepu ki amma kaa chehraa nahi dekhnaa kiya ???/![]()
Or Nahi To Kiya, Itnay Baray Gandhay Lagtay Hain, Inhein Katwa Kar Chota Karwao ![]()
Woh Colgate Walo`n Ne Compair Karwana Tha Na Apnay Add Mein Kisi Aam Tooth Paste Ko Colgate K Sath Is Liye Tumhien Offer Ki Hogi ![]()
good…![]()
kuch nahi bus namaz parhi hai abhi abhi us se pehle chay pee ![]()
Thanx Bachi ![]()
Kahan Sust Hon Yaar ![]()
Tum Se Pooray 14 Maheenay Juniour Hon ![]()
Haan Maan Lee ![]()
Usay Dikhana Hoga To Dikha Degi, Me Ko Itna Tarpayegi Nahi ![]()
u cum cum ![]()
14 months junior hein tu 14 k kum honay chahiye thay
ap k tu 20 K kam hain posts
:o
mere daant tu already chotay hain ,
o ok u mean shaam ki chai ???wahan per kiya time horaha hai ?
Where Aaon ![]()
Yaara Achi Khasi Speed To Hai Meri ![]()
Kal Saray Chay Hazaar Thay Or Aaj Mashallah Se Chay Hazaar Chay So Athawan Ho Chukay Hain ![]()
awwwwwww bageir tarpay koi cheez nahi milti ![]()