kyun..kyun aye wapis……kis ne kaha tha aney ko…aur AB kyun aye…shayad waja chali gaye ho aney ki…..
waise us waqt mein ne ruka tha na…tu ruk nahi sakte they…..waise bhi kaun sa job per zyada din rehna hai jo itni fikr hai us ki..kabhi na kabhi tu aqal aa hi jaye gi na office walon ko..:halo:…
Hum hamesha hee samajhdaari say kaam letay hain, ab agar hum asaan word use ker rahay hain tu bhi aap ko itna qalq ho raha hai, goyam muskhil wa gar na goyam mushkil :(.
Aur koi code words nahee use kertay hain, uska matlab tha hum nay jo bhi kaha usay izzat o sharf bkhsheay aur qubool farmaeay, hamain kia khabar thee keh jo bhi baat karain uskee wazahat o tashreeh o tozeeh bhi paish kerna paRay gee.
Khair ker leejeay bailan ka istemaal bhi aap, magar hum nay kabhi bhi koi gustaakhi nahee kee hum keh Tehray eik shareef un nasf insaan.
koi zaroorat nahi hai pics dhondne ki....pics ley kar bhej tu sakte nahi hain..dhondne ka kitna shuaq-e-azeem cheda hai bade miyan ko..…aur har drama mein nahi hoti aap ki humsheria…:halo:..
haha…
rakshabandhan tu hoga..aur mein us ko woh gana bhi sikha doon gi…takey aap k liye ga sake..’ bhayya mere rakhi k bandhan ko nibhana '…hahaha..…
aur mein kyun doon regards woh bhi aap k..chiiiiiiii nevaaaaa…… aur sare kaam abhi tuk mein hi kar rahi hoon…smack..waise not a bad idea…mera parathe khane ko waise bhi bohat dil kar raha hai..tu raat ko parathe chai kaisa rahe ga??..cute na…haan bus theek hai.. raat ka khana tu ho gaya…hula…
tum kab sudhroo ge … patta naheen wo subh din kab aaye ga … kaam thaa bussy thaa … hur koe tumharai jaisa farigh naheen houta… aa gia tha koe sar pur “sunai na .. sunnai na” excuse me in english :halo: kehta huwaa…
aor tum kab ja rahe hu?? mai nai naheen dekha reply tumhara… kafi peechai reh gia abb… itna tame naheen kai ja kur dubara pardhoun… yaheen bata du :nahnah:
hahaha nahi nahi sachii bhej doonga na pics tumhe Thursday ko promise…
kinzi ne kaha tha ki woh kaafi saare dramay mein aati hai to chances hai ki isme bhi ho…waise it is Kya Yahi Pyaar Hai…ya something like that…abhi TV guide mein dekha
koi gaana shaana nahi gaana usne…and agar gayegi bhi to woh gayegi…
*
ek din aap yoon humko mil jayege
phool hi phool raho mein khil jayege
meine socha na tha…*
hehe bas chai and paratha…yeh kya dinner hua…bechare poore ghar walo ko bhooka rakhne ka plan hai kya? woh to shukar hai Burger khaa rahe ho abhi otherwise to saaro ka faaKa hi ho jaata
ab yeh qalq kia hota hai……ammiiiiiiiiii……acha kia ammi aap ne mujhe bula liya..mein aa rahi hoon ammi…mein ja rahi hoon Mr unwise…aur yeh goyam shoyam kia hota hai ab…Allah reyyyyyyyy..tobah astagfarrrrrrrrrrrrrr …apni urdu teacher ka ghussa mujh per na utaro itne mushkil words bol kar.. mad…
tu yeh nahi keh sakte saf saf…jo ab kaha hai…k izzat baksho ya jo bhi…aur mein ne koi wazahat o bla o bla karne ko nahi kaha tha..sirf mutlub smajhane ko kaha tha…smack……
aap aur shareeeeeffffffff…eek…haye reyyy.jhoot ki intehhaaa…yeh un nasf ho hota hai woh hain nahi hain.,yeh mujhe nahi pata..per shareef aur aap..tobah tobah..khamakha shareefon ko badnam na karein..bailan..
khair ab hum ja rahey hain..tu bye shye…aur takecare vakecare bhi Allama Iqbal k kuch lagde smack…n Allah hafiz… ..
ustaad k ashirwad se kia farq padta hai……jis k ashirwad se farq padta hai yani hamare us ki qadr karo.gustakh insan....
aur mein is liye nahi deyti ashirwad k tumhey zaroorat hai ya nahi..jab hamara mood hota hai hum deytey hain..snooty..
yeh tu koi un se hi poochey k woh kaise guzar rahey hain zindagi tumhare saath..bade bahadur log hain…unhey ko tamga milna chaye..…
hahahah haan waise good idea..per woh kia hai na..k tumhey dekh kar rehm aa gaya..tu soocha chalo pm ka na sahi yahan hi msg bheij kar rehm kar doon tum per…..
aur rotiyan hi nahi..hum ne ab tu parathe banana bhi shoro kar diya hai..…ab tum bhi seekh hi lo kuch ramo kaka…
acha ab mein ja rahi hoon.. ammi bula rahi hain..tu bye shye…aur takecare vakecare bhi..snooty..n Allah hafiz…bailan..
hum tu sudhre sudhraye padhare they dunya mein..sudharna jis ka kaam hai..woh tu sudhra nahi …tu hum mazeed kitna sudhreiun.
har koi meri terha farrigh kia..har koi meri terha bhi nahi hota…itna lucky nahi hota har koi …hahahaha..ohhhhhhhhhhhhhhh chalo acha hai kissi ne aap se bhi kaha…takey pata chale k k kitne ghussa ata hai…@@@ ..ab tu koi bhi sunain kehta hai tu mujhe ghussa aajata hai..mad…
aur mein abhi ja rahihoon…ammi mujhe yaad kar rahi hain blush…tu bye shye..aur takecare vakecare karni ho tu theek hai warna mujhe kia..snooty..Allah hafiz…
abhi tak yaheen ho …
challo jao ja kur cooking shooking karo.. kabhi kabhi kur laina chahiyai *Bichare Aunty je *
aor haan take care wake care kur laina Allah Hafiz
Sharam wo kia houte hai … :rotato: … naam kuch sunna sunna lagta hai … :rotato: bye shye :nahnah:
waise main bhii ja rha houn abb .. Allah HAfiz logoun…
Ab Tumhari Khushfehmi Ka Ilaaj To Mein Karnay Se Raha, Pata Nahi Tumhein Kis Ne Khush Karnay K Liye Keh Diya Tha K Tum Mein Dunya Ki Tamam Achaaiyan Sama Gayi Hain
Haan Ye To Hai, Meri Mama, Papa, Meray Bhai Or Meri Sis Sabhi Buhat Bahadur Hain, After All Rishta Kis Se Hai Un Ka
Ab Pehli Line Mein Tumhari Khushfehmi Dekhi To Zahir Si Baat Hai Doosri Ya Teesri Line Mein Tumhien Apni Reham Dili Ka Bharam To Dikhana Hi Tha, Aisa Na Karti To Phir Tumhien Tumhara Nashta Kaisay Hazam Hota
Wow To Tumhien Paratha Banana Aata Hai, That’s Great Meray Becharay Gareeb Rasheed Maasa Ko Kuch To Acha Milta Hai
Abhi Se Hi Jaa Rahi Ho
Abhi To Tum Ne Poori Dunya Bhi Nahi Dekhi, Itni Jaldi Kis Baat Ki Hai, ch Arsa Ruk Jao Jab Burhaapay Mein Poori Dhal Jao Tab Jana
aur haan us ka aur kaam kia hai..har drama mein ghuss jati hai hadi.safaid khoon..…oh ARY per hai…mujhe kia..mein ne kaun sa dekh kar shoba badhani hai snooty…
aur haan waqayee us ne soocha na tha……
aur nahi chai aur paratha bohat cute dinner hota hai..hum ne kitni bar kiya hai..ammi bhi yehi kehti hain k yeh kia dinner howa..ssahi wala karo..per hum banva hi leytey hain…;-)..aur kabhi meetha paratha khaya hai?..yummy…qayamat…
aur koi faaka nahi ho raha…sab pait bhar bhar kar khayein gay inshallah..afterall Rabia bana rahi hai…snooty
acha ab hum pakka pakka ja rahey hain..tu bye shye…aur takecare vakecare choro..snooty..n Allah hafiz…n aunty ko hello shello…n chunri ki bhi pics acha……bye shye..n ba mocking…