haan kabhi kabhi manni chaye..per woh kabhi abhi nahi hai..…
aur aap kyun kehne ka kasht karein gay..mein khud hi keh doon gi us kanjosan ko k woh kanjoosan tareen hai..sachai kehnte howey darna nahi chaye……
abhi phir pics dhondne ki himmat baqi hai aap mein…abhi tuk dar nahi laga..…aur aap k baji kehne na kehne se kia hota hai…hum tu jante hain k woh kia hain aap ki,haha Woh Aapki Hain Kaun..hahah…waise rakshabandhan per aa tu rahi hai na woh…
aur ab ki bar agar pics na leen na..tu phir dekhna…..abhi bohat ho gaya hai…forun bhejain..mein thurs. ko aoun na aoun..mujhe pics mil jani chaye…ok bailan..
aur haan bus abhi thodi deir mein ja rahi hoon..ammi bemaar hain na..teary1…haan us din se bemaar hain..thund nahi khutum ho rahi un ki..aur amma ne mujh se chup kar kha li thi paracetamol…mad…tub hi tu abhi tuk bemaar hain…na khayehoti tu theek bhi ho chuki hooteen,.,…mad2…
haan naa…tum dehshat naak hi itni ho ke log tu log…beemariyaan bhi tum se darti hain
aur mei koi nahi chimmat rahi tum se snooty waise mei ne tumko card bheja tha
tum apne office waaloan ke dil ka haal mat batao mere office waale tu bohat khush hain ke mere saath kaam karne ka mauqa mila unn ko…unn ki qismat jaag gaye :Pretty:
Inshallah pass hoon gii sab ko apni tarah nalaik samjha hua hai hoonh
aww…koi chuttiyaan nahi yaani itni garmi mei bhi kaam pe jao gii
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
Wsalam... Allah ka shukar hai ... aap sunnao kia hu rha hai? job pur he busy ho gai?
[/QUOTE]
Alhamdo Lillah, jee job per tu hoon, but busy GS per hoon :p
hahahah theek hai decide karlena ki woh kabhi kabhi abhi to nahi hai
hehehe yeah ek aur try karoonga pics dhoondne ki waise aaj pata nahi kaunsa drama aayega…shayad usme bhi ho woh :love:
aur koi rakhsabandhan nahi ho raha aiwein mein
auntiji ko mera get well soon regards pass kar dena aur unka khayal rakhna and saare kaam tum hi karna…ab to parathe bhi banana aa gaye hai na so wahi bana lena aaj waise kya banaoge aaj raat?
aap aur samajhdari k kaam karte hain…aye kash k is baat mein thodi bhi sachai hoti..eik samajhdari ka kaam kiya tha aaj..yani hamare bare mein soocha tha…forun hi khush fehm ho gaye log..…
haan exactly..log kia soochein gay k rabia aur itni bongi nikli…itne unwiseGuy se khiyalat milne lag gaye hain..tobah tobah..shukar hai kissi ne nahi suna…chch..*nono4:…
chchch aap ne zindagi mein kabhi jhoot bola ho ya na bola ho..aaj jitna jhoot bol liya hai na …us k baad tu shayad hi koi kasar bachi ho…:halo:…aur mein tu karoon gi bailan ka istemaal aap oper..jis per karna chaye us per hi karti hoon mein ..jitna zyada gustakhi karein gay bailan bhi utne zyada milein gay..
aur aap ne abhi tuk us code word ka mutlub nahi bataya../boleinkia tha woh..izzooo vizzo kia…bolo bolo tell tell..bailan…