Bewaqoofii jis ne bhi kaha hai bohat vada sach kaha hai ..tum ne jis din sachai ka samna karna shoro kar diya..us din tum bhi man jao gay k jis ne bhi woh kaha tha kitna sach kaha tha k sari achayaan hum mein sama gayein hain mashallah mashallah..bus kabhi ghuroor nahi kia ..
haan agar tum se un sab ka rishta na hota..tu kisse bardasht kar kar k itne bahadur bante woh log…waqayee..soochun wali gal aye…halo…
ab hamari rehm dili k tu kissey pehle hi kafi mashor hain…snooty…chalo aaj se tum bhi sunana logoon ko hamari rehmd ili k charchey..k tumhey msg bhaij kar kitna bada ehsankia hai tum per…8snooty*…
aur yeh tumhare kissi bhi masa ko mein nahi janti acha……
aur mein wahan nahi ammi k paas ja rahi hoon bongay…Allah mujhel ambi umer dey Ameen sum Ameen…marein mere dushman……bewaqoofii…tapak tu nahi gaye kahin eek..chalo koi nahi..eik na eik din hona tu tha hi…
acha ab pakka pakka bye shye..aur takecare vakecare bhi karni ho tu theek hai warna mujhe kia…Allah hafiz…snotoy..