Ye Buhat Hi Acha Hon Kisay Suna Rahay Ho ![]()
Kuch Khas Nahi Bas Abhi Abhi Yahan Online Hua Hon ![]()
Ye Buhat Hi Acha Hon Kisay Suna Rahay Ho ![]()
Kuch Khas Nahi Bas Abhi Abhi Yahan Online Hua Hon ![]()
Bewafaaaaaa hello shello reyyyyy..kaisi ho choriii
…aur batameez insaniyat..us din mein online aye thi kahan dafan howi thi tum
..gustakh kenya…bailan…
Bewaqoofiiiiii tummmmmmmm
..hello shello…halat-e-zindagi kaisi hai..kitne arse baat tum se yahan baat ho rahi hai..kitna sakoon tha pichle dinon..
…
mujhe kiya pata kal ka ![]()
phir pizza
koi haal nahi…ye konsi colleague hai jisse pizza ka janoon hai :halo:
![]()
Ab Kis Ki Par Gayi ![]()
hahaha waise tum hi kehte ho na ki kabhi kabhi maan bhi leni chahiye baat :halo:
hehehehe theek hai kehta hoon usko ki tumne use kanjoosan kaha…mujhe to hamesha SMS karti hai aaj ke din mein hi kam se kam 10 kar diye…![]()
aur humara smart mode all the time hi hota hai smooth
jee nahi baaji to phir bhi nahi keh raha mein…kya pata koi aur pic mil jaye jisme aur bhi achchi lage woh mocking
arey jab zaroorat hi nahi thi to charge kyon karta…okie aaj kar doonga charge and will take pics tomorrow and send over on Thursday…
abhi se jaa rahe ho?
oh haan auntiji ko kya hua? wahi us din bheeg gaye the tab se theek nahi hai? tumne us din paracetamol de diya hota to woh theek ho jaate na tabhi ke tabhi
me here for a short time coz the net is really slowwwwwww ![]()
6 more hours
enjoy
waise aap bhi kaam pe GS ![]()
nanu paas hi rehti hain… 2 mins ki walk bhi nahi…but they are moving house…ab jaha move hui hain..wahan pohanchte hoey 50/55 mins lag jaate hain train,bus pe
tu waheen jaa rahi hoon…
nahi ek nahi hai 2-3 log hai jinke saath jaata hoon and saare hi pizza ke shaukeen hai ![]()
Bas hum tu janab hamesha say hee samajhdaari kay kaam sar anjaam detay aaye hain, jab jab moqa milta forun hee samajhdaari kay umoor sar anjaam dey detay hain, bas yahi hai hamari kamyaab zindagi kay rumooz. Acha hua bata diya keh khiyalaat nahee miltay, bas agar ittefaaq say eik mil gaya tu kia ker saktay, waisay acha hee keh nahee miltay warna log kia sochain gay kahan WiseGuy aur kahan aap ![]()
Aur jhoot hum nahee boltay keh jhoot kee aadat nahee mujhay. Sach bol ker sir katwa saktay per jhoot ka dhabba apnay ooper lagnay nahee dey saktay, toba toba kitna bura kaam hai jhoot bolna. dekhain na hum koshish o sa’ee ker tu rahay keh kum bolain aur asaan bolain, bur ki keejeay kabhi kabhi zabaan phisal jaati hai. ![]()
Aur hum nayy bhi hazaar baar samjhaya yeh bailan ka istemaal hum per na keeya keejeay, sambhaal ker rakheay bailan khanay wala bhi mil hee jaye ga. ![]()
is dunya mein aisi koi bemaari paida nahi howi jiss mein mujhe chimatne ki himmat ho…bohat hi darpok hoti hain aaj kal ki bemaariyan
…per eik bemaari hai jo chimat gaye hai..us ka naam Maheeno hai..:halo:…:-P…
aur haan tumhare office wale is liye shukar karte hoon gya, k kahin aur nahi gaye yeh..poata nahi woh bardasht kar paate ya nahi…
…is liye nahi shukar karte hoon gay k tum un k sath kaam karti ho..koi un k dil ka haal suney tu ro pade
..kia guzarti hogi un per…
ohhh chalo bhadhai ho badhai…exams khutum…waise tumhey kia farq pada hoga..tum ne kaun sa pass hona hai..halo…waise umeed kia hai..ho jao gi ya wohi hoga jis ki umeed hai…:halo:..
aur meri chutyaan nahi hain summers mein..i’ll still be working…teary1..dekh lo demnad kitni hai…
heyyyyyyyyyyyyyyyyy Nancy ![]()
how are you doing sisso?
kab aa rahe ho wapas?
Hum kahan kisi ko PM kertay hain, aap aisa keejeay ga jab bhi wapis aaien eik shandaar sa PM ker deejeay ga, hum doRay chalay aain gay. ![]()
I am fine Alhamdullilah ![]()
Nancy
how are you and where have you been???
![]()
Ager Zindagi Ki Halat Poochi Hai To Woh Mujhey Nahi Pata, Or Halaat Poochay Hain To Woh Bas Theek Hi Jaa Rahay Hain ![]()
Haan Ye To Hai Kafi Arsay K Baad Tumhara Nick Mujhey Zinda Nazer Aa Raha Hai Yahan Par ![]()
Aaj Phir Kiyon Apna Sukoon Gharat Kar Bethi ![]()
Kisi ko bhi nahee sub ko already maloom hai ![]()
Acha abhi aaye online ab aagay kia iraday hain aap kay ![]()
good to have a friend like you Alhamdolillah
so aapne kya kiya tha weekend par???
**Rahilllllllllllllllll: ** ![]()
kaise ho?
Welcome ND ![]()
How R U Dear ? :k:
Welcome, kahan hain aap. kafi din pehlay aap kay leeay eik thread kholi thee, but aap ghayeb. kahan raheen kaisee hain sub theek hai na ![]()
Glad To Know That U R Fine ![]()
So What’s Up Today At Ur End ?