heheh theek hai bata dena ki Friday ko off hai ya nahi…tabhi to Thurs ko online aaoge na halo
hahahaha abhi uska phir aaya text pooch rahi hai kaam ka rolleyes theek hai update de deta hoon usko ki thoda thoda ho gaya hai and work in progress rolleyes
hehehehe haan na mein bhi wahi soch raha tha ki meine sochna kab se shuru kar diya…but woh unknowingly hi ho gaya so chalta hai…mujhe khud nahi pata chal raha ki mein kya soch raha hoon bummer
hehehe nahi bhayya nahi kaha…woh na us dramay mein hi bahot achchi lag rahi thi…but pics dekh kar to lag raha pata nahi kaun hai…ya shayad kinzi ne naam hi galat bata diya hoga smack aaj phir confirm karna padhega usse
hello shello churailiiiiiiii…urf maheenooooo…kaisi ho reyyyy....kab se apne bhaag nahi jagaye tum ne hum se baat kar k……kia qaid kar liya tha tumhe :halo:..
oh sorry nayabbiii mein ne dekha nahi yeh reply…tub hi mein soochon k abhi tuk post kyun nahi kia aap ne…..chalo maaf kia ab…haan tu kia kaha hai aap ne..nahi nahi un ka naam nayab hi hai..mujhe bohat achi terha yaad hai :halo:..Nayab uncle…halo…
ohhh u r working…kithey kithey?..kia karti hain aap…aur mein bhi kaam shaam hi karne ki koshish kar rahihoon filhal :halo:…
haan agar tu off howa..(aye kash)..tu shayad hum bata hi dein..agar mood ka mood howa tu ....aur thurs. ko bhi online ane k bare mein dekhon gi, soochon gi..bla bla…mocking…
Allah rey maasi ko akhir aa gaye hai kaam ki……mein ne kuch karne ki koshish tu ki hai.baqi us ka kaam..maasi khud hai aur kaam malkin se karva rahi hai..gustakh dosheeza …kal yug hai yeh kalyug…
ohh yani aap ko yeh hi nahi pata k aap kia sooch rahey hain :halo:..chalo is ka mutlub hai everything is normal…aap abhi tuk bongay hi hain…halo…mein khamakha ghabra gaye..k meri sohbat mein itnee samjhdar…woh bhi aap…halo…
aur nahi wooh wohi hogi aap ki jana baji…:halo:…safaid churail..halo…drama mein tu make up kia hota hai..koi asal wali pic dekh li hogi na..asli roop dekh liyahoga..tub hi shayad yaqeen nahi aa raha bade miyan ko…halo…
oh haaaaannnnnnnnn …UNNNNNNNN pics ka kia howa…*hoonh..
hi rabooooooooo bhootni…mei theek…tum kaisi ho aur kaam shaam kaisa chal raha hai???
mere bhaag soye hi nahi kabhie tu jagaooon kyoun aur kaise haaye koi kar hi le qaid :halo:
khud paas aayi ho mere…tu khud hi parre hatto
waise abhi tak uss company ka diwaliya nahi nikla jaha tum kaam karti ho?
Nayabiii wah wah kia milta julta dialogue bola hai DDLJ ka…bade bade deshon mein aisi choti choti baatein hoti rehti hain…shabash..aap tu badi samajhdar lagti hain…shabash..aise hi baatein kia karein…filmi kism ki…hum saath dein gay….
ohh acha..tu apni bhi photo shoto bhejo bhejo…;)…
Wise Guy Allah rey....yeh kia kiya aap ne…khamakha umer lambi kar li..smack..mein abhi thodi deir pehle yehi sooch rahi thi..k kuch unwise log nazar nahi aa rahey :halo:..aur forun tapak gaye aap..smack…
waise ws ws jeete rahein, khush rahein n bla bla…halat-e-zindagi kaisi hai professor sahab :halo:…aaj thodi urdu peechey chor kar aye hain na…smack..