Where are you ...

fine shine:hula:

u sunaoo:hug:

Maeheeeeeeenyyy :wave: mae fine shine hoon..tum kaisee ho :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Me bhi bilkul theek thak..:) Thanks
[/QUOTE]

good good :)...so howz work going??? finishing soon???

Daagho uncle :wave: Rabiaaaaaaaa churail :wave::hug:

mei bhi theek thaak :hula: kiya kar rahi ho??? college gayeen aaj???

haaan apne mood ke mood se request karna ki woh mood mein aa jaye and humein bata de…and thursday ko sochna mat and dekhna bhi mat bas online aa jaana

hahahah uska reply nahi aaya abhi tak…i think shes trying to sms you :smiley:

:rolleyes: haan saaara kuch normal hi hai waise most of the time to normal hi hota hai bas kabhi kabhi smart mode mein chala jaata hai :stuck_out_tongue:

hahahahahahaha nahi nahi ek-do nahi kaafi saare pics dekhi Jaana ki…but uhuun…not impressed anymore

picsssssssss mujhe kya pata ki tum online hoge aaj…chalo Thursday ko bhej doonga na…abhi to batteries bhi charge karni hai :frowning:

Shukriya kis baat ka…Salaam ka bhi kohi Shukriya karta he..:smash: aur wese bhi hum friend he na…so!!!

Me bhi bilkul theek ho…bas abhi tak to job par he..kuch hi deer me chuti ho jahein gi…us ke baad bas sidha ghar…:slight_smile:

mein tu theek thaak hoon, zinda hoon, khush hoon..tum bar bar kyun pooch rahi ho:halo:…aur office bhi mere hote howey theek hi hai..snotoy..per aaj pata nahi kaisa ho..hum jo nahi hain wahan..:snooty:..

ab tum ho hi itni bongi k tumhara bhaag kab sote hain kab jagte hain tumhey pata hi nahi chalta…:halo:..chalo choro nanhey per bojh na dalo…aur koi bhoot hi tumhey qaid karey tu kare…insanon mein tu itni himmat nahi k tumhey qaid kare :halo:..

aur chi chi mein kyun aaoun tumhare paas..u wish :snooty:..woh tu awayeen emotional ho gaye thi…films ka kuch tu asqar hoga na halo..

aur nahi abhi tuk diwaliya nahi nikla…tumhey jo nahi rakha howa..tum rakh lyetye tu woh anarth kab ka ho chuka hota…

ps:..waise wat hv u been upto? :halo:

hehe :smiley: waise real name bhi hota to kaafi achcha tha :smiley:

chalo humare liye to aap Nayab hi ho na

**WG: **W’salams janab…kya haal chal?

Aray waqee hum bhi bas aapkay baray main soch hee rahay thay keh aap ka nuzool ho gaya. baRi umer hai aap kee. Waisay hamaray aur aap kay khiyalaat kitnay miltay jultay hain :stuck_out_tongue:
:alhamd: Hum bohat achay hain Masha Allah say, aap sunain shabana roz kaisay guzar rahay, aur hum koi professor wrofessor nahee hain, aur urdu kee jahan tak baat hai, bachpan say boltay boltay bas aa hee gayee, ab hamari koisish yehi hoti hai keh sehal aur aasaan zaban main guftagoo kee jaye, umeed hai keh aap ko samajh aa rahee ho gee, qabool gar uftade izzo sharaf. :slight_smile:

kuch nahi.. aunty k ghar jana hai tu bus thorii dair mein kapre shapre press kerne hein:bummer: arghh zara dil nahi hai mera janay ka :snooty:

tum sunaoo kia ho raha hai?

Hum bhi fine shine achay hain, aap nahee gayeen Vivo kay saath. Aur kia ho raha?

:salam:

Hello Guyz :wave:

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

I am fine thanks, aap kaisee hain, aur kia ho raha hai?
[/QUOTE]

mei bhe theek Alhamdullilah...aur kuch khaas nahi...bus GS aur bhai ka wait kar rahi hoon..wo school se aye gaa...tu mei nanu ki taraf jaoon gii :)

how about you...what are you up to???

[QUOTE]
*Originally posted by rabiaa: *
Nayabiii wah wah kia milta julta dialogue bola hai DDLJ ka…bade bade deshon mein aisi choti choti baatein hoti rehti hain…shabash..aap tu badi samajhdar lagti hain…shabash..aise hi baatein kia karein…filmi kism ki…hum saath dein gay…:hula:.

ohh acha..tu apni bhi photo shoto bhejo bhejo…;)…

Samajhdar to hum ho gay na…ab aap ke dost he …kuch na kuch asaar to hum me bhi ho ga na :nahnah:

Sis hum apni pic kese bejh sakhtein he..hum apni nahin dosroh ki pics lehtein he…

OK wapis keejeay mera shukriya, apna shukriya wapis laiiing
Acha aap ghar janay kee tayyari ker rahee, aur hum tu abhi thoRi dair pehlay hee aaye hain, abhi tu poora din paRa hai, khair kia kerti hain aap?

:wsalam: kaise hain aap???

kahan aunty k ghar? jana hai bus chay pee ker tyaar honay lagii hon:bummer:

aur sunayoo.. kia chal raha hai? :stuck_out_tongue:

BewaQooooooof :wave: how r u:hug:

hahaha…haan zyada sunny to nahi hai…waise kal bhi sunny rahega?

oh haan lunch kar liya ek colleaage ke saath kiya…pizza :bummer:

**Heartuuuuuuuuuuuuuuu: ** :wave:
uth gayi bachii? :hug:

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

**WG: **W'salams janab...kya haal chal?
[/QUOTE]

Alhamdo Lillah Daagh jee haal eik dam baRhiya hain, aap sunain kaisa guzra tha aap ke weekend. aur mela kaisa tha aur Shrek 2 pasand aai aapko?

lo..ab tu aap ne keh diya hai..ab kaise aaoun gi thursday ko online..:smack:..aap ki baat manna tu meri azeem shaank bohat khilaf hai..:nono:..

woh kanjoosan aur sms kare..tobah tobah eek…shub shub bolein…us ne agar sun bhi liya tu waheen heart fail ho jaye ga us ka..:halo:..

haan tub hi smart mode per jata hoga jab hamari sohbat mein hotey hoongay…snooty..waise kahin ishq vishq tu nahi ho gaya kahin…:halo:…

chalo shukar hai jana ki sachai jaldi samne aa gaye…ab tu sachi mein jana baji hi kahein gay na…:mocking:..haha..

lo abhi tuk battery hi nahi charge ki hai..aaj ki sadi mein kar lein gay..:mad:bailan..woh kia ya nahi…bailan..

ps:..hamare jane ka samay howa chahta hai…halo..