bas 10 minutes aor hain uskai baad
late night takk busy houn ga… ![]()
han waise maza aaya tha wahan kaffe … desi food… desi music aor desi ahmm ahmm :halo:
bas 10 minutes aor hain uskai baad
late night takk busy houn ga… ![]()
han waise maza aaya tha wahan kaffe … desi food… desi music aor desi ahmm ahmm :halo:
![]()
wah wah wah wah kya baat hai poora scene aankhon ke saamne aa gaya ![]()
ohhh achcha achcha…haan to lagaye na maska aur kar lo chutti Friday ki bhi…waise kal online nahi aaye tum raat ko :halo:
hehehehehe amzie ka reply aaya…woh kehti bahot zor se hans di in a silent room joke padh kar…uska reply aaya hai and woh pooch rahi hai ki uska kaam hua ya nahi abhi tak…shes waiting
waise kaam kya hai us bongi ka?
boss bhi hai and kaam bhi hai but mann nahi kar raha mera kaam karne ka
feeling a bit too bored…dimaagh bhi aajkal kuch zyada hi sochne mein busy hai…pata nahi kya chal raha hai
dont want to think anything at all…want to get back to my normal self i.e. non-thinking self ![]()
oh haan meine Jana Malik and Jaweria Jalil ke dher saare pics dhoonde…but i dont think i like Jana that much now ![]()
late Night takk…kia matlub?? kohi job shoro kar di he aap ne ??
Desi food..desi music to theek he lekin yeh desi ahmm ahmm kia hota he..![]()
woh advert. nahi dekha jo Zee per ata hai..woh jo eik sardar ji hota hai..hahaha…aur us ne bhi jacket pehni hoti hai..aur sab kehte hain ki ho gaya sardar ji..pagal lagta hai bechara..hahaha…n then it starts raining..n the way he says…‘pata nahi log Zee news Weather kyun nahi dekhte’…haha
..jab mujh us katha ka pata chala tha tu sab se pehle wohi banda dimagh mein aya tha..
aise hi kyun pehna doon…awayeen khamakha..ji nahi..woh azeem kaam karein tu phir rabia k hathon se mala naseeb ho gi…snooty..
aur sunday ko kia kiya tha mein ne
..pata nahi…per jo bhi kia tha aap k terha dimagh nahi khapati mein kissi ka Acha…bailan..gustakh log..per sunday ko kuch kia ho ya na kia ho..sat. ko bohat kuch kia tha..:halo:…
jee hum intezaar karege ![]()
nahi nahi kisi ne kuch nahi kaha bas aise hi mood swing chalta rehta hai
jab bhi free ho dimaagh kuch na kuch sochne mein busy ho jaata hai ![]()
aray naheen baba… lab main busy houn ga na 9 bajai takk …
6:00PM tak postgraduate kai kuch students ka project chal rha hai , wo houn gai, uskai baad mai aram se kuch apna kaam karoun ga…
abhii tu bar bar interupt kurtai na ![]()
lu ahmm ahmm he tu houta hai … desi food tu baad main aata hai ![]()
Aap ka yeh intezaar lamba nahin ho ga… ![]()
To free kyouN hoteiN he kuch na kuch kia karheiN..Aap ko kis baat ki tension…Itna sochna acha nahin ..baal safaid ho jahein gay…![]()
![]()
tu logon ku kahoo n zee weather bhii dekha karain
par abb kia hu sakta hai … waise we had some good time there:)
azeem kaam bhi hu jai ga waqt aane pur .. phir jab patta naheen tum kahan ho
hu bhii ya na ho :halo:
tu saturday ka hi bata du dory
sunday ka tuesday ko bhool gaen ![]()
dekhte hai
haan yeh baat bhi hai …jab tak GS par hota hoon free nahi hota ![]()
hehehe mere saare baal to abhi tak kaale hi hai…that means mein sochta hi nahi hoon ![]()
ok guys its 3:00AM now… back to work
Allah Hafiz ![]()
Me baba nahin ho..![]()
Ohh to yeh baat he…to acha he na..wese bhi itne dinoN seh Uni nahin gay aap..sarha din araam hi to kia he na aap ne…Ab kuch study bhi to karni he na…:nahnah:
haan ab kuch soochna pade ga…per yeh tu kal ja kar surat-e-hal pata chaley gi..k hamey kitna miss kia gaya..agar tu bohattttt miss kia gaya hoga tu ho gaye fri ko chutti :halo:..aur aisa tu ho nahi sakta k na kia ho..
…aur haan hum kal online nahi aye they.halo..for a change..actualyl mein ne bataya tha na k ammi ki bhi kafi tabyat kharab thi…tu ammi ka hukm tha k mein un k sath sath rahon :halo:..mein ne kaha bhi ammi mein insan hoon medicine nahi halo..per ab demand jo itni hai halo…
hahaha koi baat nahi..logon ko aymo ko dekh kar andaza ho gaya hoga k lagti bhi pagal hai..tu zahir hai beithey beithe khudi hasey gi..log pehle heran howey hoon gay k kuch bongi harkat kar kyun nahi rahi..us ki bhayanak hasi sunney k baad relax ho gaye hoon gay..halo..aur us se kahein haan kuch kuch howa hai :halo:…kaam khud ka hai akhir mujhe dal di hai bongan ne…bailan…mein ussey bataoun gi k kitna howa hai..JAB hum online ho kar us k bhaag khulein gya…8snooty*
ohhhhh aap soochne lag gaye hain…
..maslan??? kiaaa??? mutlub aap sooch rahey hain..nahi nahi keh do jo mein ne sunna…oh yani padha woh jhoot hai..ada vada chamatkar…eek…
aur kyun ab jana kyun nahi pasand..asal mein bhayya keh diya kia us ne…
..hahaha..chchchc…mocking..
![]()
kaisi hooooooooooooooooooo
abhi tak bright and sunny hi hai yahan…
kitni der tak effect rehta hai waise ??? ![]()
W Salaam Maheen jee…![]()
kesi he aap? Bas aap hi ka wait ho raha ta…![]()
![]()
Dekh lijye ga Nayab ka promise he..:nannah:
bas pher theek he…![]()
theek thaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaak ![]()
effect tab tak jab tak hum chahein
![]()
aap kaise hain???
mei theek…aap kaisi ho nayab?? ![]()
![]()
haha mein kyun kahon logoon ko..acha hai na nahi dekha tha…sahi kehte hain woh sardar bhai…hahaha ‘pata nahi log zee news weather kyun nahi dekhte’
.. waise kia kia bongiyan mareen theen wahan jo maza aya tha :halo:…
aur hum kahan ja rahey hain..hum tu yaheen hain…aur kia mutlub hai k us azeem kaam k watq hum hoon na hoon..yani itni deir hai abhi..
..smack..koi kaam jaldi na karna acha..susti..
..
sat ka kahan tuk suno gay kahan tuk sunaoun..
… aur bhooli nahi hoon sun. ka bus yaad nahi aa raha :halo:..
waise aap kahan jaa rahey hain ..chup kar k beithain :bailan :…OHHHHHHHHHH MAHEENNOOOO AA GAYEEE…
hahahahahahahaaaaaaaaaaa
… hahahahahaha