haha…:halo:..isi liye mein ne shoro mein hi Mr Khush fehm keh diya tha… aap k nick mein sari khush fehmi jhalak rahi hai…:halo:..
aqalmundi k kam har eik ki bas ki baat nahi…halo
khair chorein…waise bhi hum abhi jane wale hain…ab aap kia is omer mein dobara type karne ka kasht karien gay…:halo:…waise btw mein ne aap ki kuch kuch shairi…oh aap ki nahi…woh shairi jo aap ne dosre shayroon ki ki thi..i mean kuch kuch shair padhey they…ab wohi baat formality k liye kehna pade ga k haan theek they..achay hi they..…
oh ho mein ne tu pichli post mein kuch sawal kiye they na..us k jawab tu deina hi pade ga…is liye ab jitna bhi kasht ho…jaldi jawab dein..takey hum jawab sun kar tasreef ley jaye..…
ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh
mere kapde tight nahin hotay :yukh: main koi larki hoon.. larkoon par tight karnay itnay ganday lagtay hain.. kay mut poochain.. i hate tight clothings.
yeh aarti waarti kya keh rahi hai app .. mujhay kuch samajh nahin aa raha :halo:
Acha yar.. Khan hata deta hoon.. Sirf Rabia Pathaka Baji
danda to obviously barah hota hai…lakin anda bhi scientificily bara hota hai.. kya sumjheen.. dumb aapi
haan woh kia hai na k ab itni rehm dil hoon na..tu yeh sare ashirwad deine padte hain...eik tu yeh formalities hi nahi khutum hoteen :sm ack:..per aap ko un ashirwad per amal karne ki bilkulllllll zaroorat nai hai..ap na bhi karien tu chale ga..:ha lo:..
mein bhi theek hoon, khush hoon, nahi hoon..aap bar bar kyun pooch rahey hain...(dialogue hai :ha lo: )....aur aaj kal bhi waheen guzar rahi hai jahan kal parson guzri thi..:ha lo:....
aap kahan qadam ranja hain..wah wah wahhhh kia urdu haiiii :e ek:....uf uf..bus ghuroor nahi kia kabhi :sn ooty:...
[/QUOTE]
aray amal nahee kerain aisa kaisay ho sakta, woh kia kehtay thay baRay booRhay, Amal say zindagi banti hai, Jannat bhi jahannum bhi, ab agar kam Zindagi banana hai tu Amal per Amal kerna paRay ga na, ya kam az kam Jannat bhi darkaar hai tu uskay leaay bhi Amal para hona hee paRay ga.
Masha Allah sub ker dil ko qarar waqee intemaan mila keh aap khush o khurram o shadkaam hain, Ab hum ko kia maloom aap parsoon kahan theen, na kal ka pata na parsoon kee khabar, aap kay charchay sunay aap kee bataainb paRheen but kabhi hum kalaam na hee huay, bas aaj hee ittefaaq say baat ho rahee.
Hum jahan qadam ranja ho jayen wahan zindagi mai khushi kee lehar see doR jaati hai, phoolon main khusboo cheroon per muskaan mojzan honay lagti hain. Ufff itna lamba sara jawaab. waisay yeh dobara likha pehlay bhi janay kia kuch likha tha, sara khatam ho gaya tha. :D
Woh darasal hum ko baad main pata chala keh aap apni tehreer main smilies ka istemaal bohat kerti hain, sara dosh un smilies ka hai, aur yahan GS per kuch bandish hai keh yeh na karo woh na karo, haath bilkul bandhay huay hain.
Chalain theek aap agar jaa rahee hain tu hum bhi chalain istari karain keh subah job per jana hai, waisay kasht hum nay ker diya tha, Umer ka kia talluq is baat say, us becharay ko kyu beech mai laati, ussay tu mai roz hee baat ker leta hoon.
Wah aap nay hamari post shuda woh shairi tu dekhi jo keh doosray shura’a kee theen, hum nay kuch kafi kum hee sahee kuch na kuch apna zaati bhi post kia tha, aap nay kaisay darguzar ker diya woh, ab moqa milay tu zaroor dekheay ga.
Chalta hoon. Rab Rakha
lo…bade budhey kehne ki jaga hum omer keh deytey..hum samajh jate..waise bhi kehte hain na aap k hum omer k aqalmund ko ishara kafi hota hai..…
waise aap ko kissi ne vachan diya tha kia k jitni urdu seekhi hai Gs per bolna…:halo:…
ohhh aap ne kis se hamare charchay sunain…kaun tha woh bewaqof jis ne aisi samajhdari ki baat ki…ab agar hamari baat ki thi tu zahir hai achi hi hogi..per heraani ki baat yeh hai k yahan k log kab se achi achi baatein karne lage....oh haan zahir hai sohbat ka asar 8snooty*…
haan aap ko kaise pata hoga k hum kal parson kahan they ya hone wale hain…per chalo ab itna kehte hi hain tu bata hi deyti hon..wohi baat rehm dil jo hoon....hum aaj kal filhal UK ki shoba badha rahey hain…
waise mera woh qadam ranja wala sawal poochne ka maqsad yeh janna tha k aap kahan hote hain…yeh maqsad hargiz nahi tha k aap phir se khush fehm ho jaye…..
hai na na hai na na…chiiiiiii..itne batameez lagte hain ladkoon per tight kapde ..chi chiiii …mere bhai ki claas mein eik laddki numa ladka hai..:halo:..bechare ko Allah ne ladki banate banate idea change kar diya..per ab dharti per tapak kar poori kasar poori kar raha hahi....aise aise kapde aur harakatein karta hai…tobah astgafar..
tumhey samajh aye ga bhi nahi aarti vaarti ka chakakr..rehne do..nanhey per bojh na dalo ..
lo anda kaise scientifically bada ho gaya?..itna minna sa tu hota hai…danda tu itna bada hota hai…munney tum se kis ne kaha tha science padh kar nanhey per zor do…dekh liya na asar..:halo:…
1 min 1 min professor sahab ..jana nahi..rukein rukein …pehli baat tu yeh k similies use karna bhi eik kala hai..…aur hamare sawal ka jawab dein pehle..kidher tapke howey hain aap..:halo:..i mean kidher janam howa tha aap ka..woh bhayanak durghatna kahan ghati thi…bummer…
aur kia aap ne khud bhi shayri ki hai??..kyun?.. ..shayron per rehm nahi aya…waise woh tu hum ne padhi nahi..per shayad padh kar shoba badha hi deina…per is bare mein hum dekhein gay, soochein gaym kal parson kcuh kahein gay....
or larkiyon par tight kapray :Pretty:
jo larkay tight kapray wear kartay hain… wo.. larkay nahin .. wo *** hotay hain :yukh: app kaa to wo larka bohat achi friend ho gaa
acha thek nahin deta hai.. bojh :halo:
anda scientifically barah hai :halo: ab app apnay chotay chotay wo par.. zoor naa dalain.. warna masla ho gaa… main science nahin parhta.. eng parha hoon
kia ladkiyon per tight kapde kia…..bolo bolo tell tell…munney pehle ande se nikal aao..phir patar patar karna …
haan mein bhi apne bhai ko yehi kehti hoon…k tumhari saheli aa gaye..hahaha…pata hai woh hasta bhi haath rakh kar hai ladkiyoon ki terha....us k samne hasi bhi nahi rukti meri....us ki shadi k liye dulha dhondna pade ga…hahaha……bechari…
tum do na do..mere vade wale per tu bojh pad gaya na....kia mutlub tha ande aur dande ka..bolo ab…bailan…
mujhay bolnay ke zarrorat nahin.. app sumajh gayeen hai
app to abhi anday say nikli nahin.. or patar patar shuru bhi kar dee
baychary ka zayada mut uraya karian mazaak.. baychara dukh ho raha hai.. aik dafa us bunday ko mere pass baijh dain.. aik din main bilkul loose kar dooon gaa
woh tu mein aqalmund hoon is liye samajh gaye hoon……tum jo ho na Munney..Munney ban jao acha…..warna…choro dar jao gay jan kar…hoonh…
aur ussey bechara keh kar us ki bisti ko kharab na karo…bechari bolo ussey.,....haha..warna bura man jaye gi..hahaha… ussey tumhare paas nahi kissi aur k paas bhejna chaye..hahaha..chchc shhhh…buri baat …
acha munney ab hum tashreef ley ja rahey hain…shahi savari uthne wali hai…:Pretty:..tu bye shye…aur takecare vakecare bhi kar leina acha…snooty..aur sab ko hamara salaam bhi deina..hula…Allah hafiz…wave…aur 2 ghunte ki drive hai gadi aram se chalana munney…aur neechey cushion rakh leina takey nazar aye..:halo:…
wasay fajer k loiye uth ga a they hum baad main fir so ga a phir hum to sobha 8 bajay k othay hain bas college k liye teyar hain muger abhi time hai jane main to socha dekha ja a ho kiya raha hai yahaan