[QUOTE]
*Originally posted by rabiaa: * cuteswee2 chalo acha howa k jaldi samajh aa gaye tumhey..warna yahjan per aise bhi log hain…jinhey aaj tuk nahi samajh aye…:halo :…aur hum A levels kar chuke..haye rey woih beete din :bum mer:..ab im working in a law firm blush..inshalalh next yr se uni…aur mein bhi UK mein hon :h alo:…b;ham ki shoba badha rahi hoon aaj kal tu snooty
awwwwwwwwwww! cho chweeet wasay ab humain bhi chlana ho ga baki batain inshallah Zindgi rahi to phir sahi aap sachi main gr8 hain koi aur kahe na kahy hum kehte hain ur funny and u know wat ur sayen wont hust sum1 wat els wld n e 1 want in a gr8 loven person ok then TC bye and sweet dreamz 2 u wen eva u go to sleep Allah Hafiz wid loev Cute Swee2 :Pretty:
khoaab to khoaab hai naa
chalin main acha nahin hon.. app to achi baji/appi/jee ho naa
main sirf mazak kar raha thaa …
kulli kar lee :yukh:
Acha Acha.. Miss Rabia____
yaar kal monday hai.. abbu ke job hai.. sub ka school hai.. chotay ka or choti kaa..or mere job hai.. or uncle ke job hai.. or aunty ke job hai… or ghar jaana hee set hai… aye kash app ko Allah miyan.. thori see .. ROSHNI day day
hayeee kitni achi aur sachi bachi hai yeh …seekho is se kuch dunya waloon …kitni jaldi pehchan gaye mujhe…shabash bachi..aise hi achi achi baatein kia karo..haha…jeeti raho, khush raho, dodo nahao, pholo phalo …aur shadi k baad sada suhagan raho…:halo:..
oh tum ja rahi ho…chalo baad mein baat hogi inshallah…takecare cuteswee2…aur sachi aur achi baatein karne wali munni....Allah hafiz…..
haan kash k sapne haqeeqat ban sakte …haye reyy…khair choro..is waqt emotional hone ka mood nahi hai..…
haan shabashhhh…munney tum tu kafi behter hote ja rahey ho…..tum tu sachai ka samna bhi karne lage ho…tumhey akhir kaar pata chal hi gaya k mein kitni achi hoon..chalo shabash..ab us chunney ko bhi sikha deina…halo…
aur yeh _____? kia hai ..Roshan dal sakte hoon us blank mein..…ya Khan bhi..blush…
oh hooo yani kal sab k sab busy hain…smack..tu phir uncle k ghur sat. ko ana tha na jab sun. ko chutti hoti…haye rey aqal badi bhains..…bhains na..mujhebhi wohi badi lagti hai..bhayee dekhne mein tu wohi badi hai na..ab log kch bhi kahien..logoon ko kia pata ..
aur Allah ne mashallah mashallah kafi roshni di hai chehre per..aur kia mangoon…blush
Shukran itni dhair saari duaain hum say tu sambhalay nahee sambhalteen, hola haath rakheay aatay hee hum per itna bojh daal diya, ok saans theek kerring, jee halaat e zindagi bohat achay hain masha Allah, bas sukh aur sukh hee hain filhaal Allah ka laakh laakh karam hai, aap sunaain kiasee guzar rahee hai aur kahan guzar rahee hai aaj kal?
aaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh * aik chekh marnay ka dil chah raha thaa ** phewwwwwwwwwwww.. i feel much better now …
main to baroon baroon ko emotional kar daita hoon.. main cheez jo tight hoon..
app itni achi ho kay.. shahrukh chachoo jiss din app ko dekh lain gay.. wo sub ko chor kay.. Allah miyan say tobah tobah kar kay.. Molvi bun jayin gay rotfl
**Miss RABOO KHAN.. **
yaar sat ko mere job hoti ha.. bhai ke job hoti hai, abbu ke job hoti hai, uncle ke job hoti hai, aunty ke job hota hai.. agar ghar par koi nain ho gaaa to jin bhootoon say milain gay
haan woh kia hai na k ab itni rehm dil hoon na..tu yeh sare ashirwad deine padte hain…eik tu yeh formalities hi nahi khutum hoteen ..per aap ko un ashirwad per amal karne ki bilkulllllll zaroorat nai hai..ap na bhi karien tu chale ga..:halo:..
mein bhi theek hoon, khush hoon, nahi hoon..aap bar bar kyun pooch rahey hain…(dialogue hai :halo: )…aur aaj kal bhi waheen guzar rahi hai jahan kal parson guzri thi..:halo:…
aap kahan qadam ranja hain..wah wah wahhhh kia urdu haiiii …uf uf..bus ghuroor nahi kia kabhi …
oh ho agar dil chah raha tha cheekh marne ka tu gana gaya tha ..dil chahta hai ..nahi gya tu dobara karo..per wahan karo yahan diklhane ki zaroorat nahi hai…halo…
munney agar itne hi tight rehte ho tu loose kapde pehna karo na……waise chalo koi nahi…eik na eik din to hona hi hai..tu abhi se sahi…mein aarti aur mala vala bhijva doon gi…tasveer per cehdane k liye ab itni rehm dil jo hoon..itna tu kar hi sakti hoon ..
aur Munney Raboo Khan nahi bolo..mein ne abhi abhis oocha hai…woh tu Shahrukh khan hain…blush..koi aur Khan aa gaya tu…eek..haan Saif Ali khan aye tu bhi theek hai..per koi asal wala khan aa gaya tu..is liye khan hata do..aur sirf Rabia bolo..ya Appi/baji jo bhi …bailan…
aur yeh kia sawal howa anda bada ya danda??? zahir hai danda..anda tu chutko sa hota hai..tumhare baraber..:halo:..
Itna lamba sara jawaab likha ajeeb say GS kee wajah say ghayeb ho gaya, pehlay message aaya keh you have included too many images, hum nay back page kay button ko click kia, tu kambakhat sara ka sara message ghayeb.