Where are you ...

I was up till 4 then woke up at 6, left home at 8 and now soo sleepy, am thinking to leave early today :frowning:

Janwar :wsalam:

hehehe! esay kehte hain juldi sona aur juldi uthana sehat k liye acha hai :stuck_out_tongue: hehehe!

tell me about it… ye jalde soona houta hai, 2:00 bajai soona jalde houta hai mere dictionary mai :frusty2:

hehehe! hum to kaam ker rahay they es liye jaag rahay they :slight_smile:

:salam: people

kaise hai sab log???

:wave:

hum bhii intehai ahm kaam kur rahai thai … :halo: dekha naheen tha kal raat ko yahan :hehe:

:salam:

K-K ===== jiger hoz ya man .... kiya ho rela hai ... or kasi life chal rali hai .... sure rapchick chal rali ho ge ... or wesay zara appna cellphone do mujh ko cute swee2 ko phone karna hai , :p

cute swee2 - - - thts me aunty ... ;)

:wsalam: kia haal chaal hain?

mein theek hoon, aap sunaaien..

:wsalam: Vivo

kaise mizaj hai?

kya chal raha hai?

[QUOTE]
Originally posted by Janwar: *
K-K ===== jiger hoz ya man .... kiya ho rela hai ... or kasi life chal rali hai .... sure rapchick chal rali ho ge ... or wesay zara appna cellphone do mujh ko **cute swee2
* ko phone karna hai , :p
[/QUOTE]
kion tumhare 7210 se naheen houta ... :-|
mai theakh thaakh.. too sleepy to work now :(

mein theek hoon daagh bahi, aap kaisey hain..

aur kuch nahi chul raha... aisey hi

W salam mari bachi… or ghar mai sab khareyat hai nah , kesay ana howa ? ? acha abb aagaie ho tu kuch khaa pee kar jana , ok … Kamran beta khala jaan ko lassi bana kar peelaoo jaldi jaldi say.

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *

mein theek hoon, aap sunaaien..
[/QUOTE]
mai bhi theakh thaakh... neend aa rahe hai... :( abhii nazar bacha kur ooper library aa gia houn, dhoond raha ho ga mera supervisor :D

mein bhi theek thaak Allah ka shukar hai :smiley:

hmmm kyon fan nahi chal raha? A/c bhi nahi??? lights? buses? cars? kuch bhi nahi :bummer: ? :smiley:

mein kamran bahi ki behn hoon, unn ki khala nahi hoon :@
aur mujhey kuch nahi khana peena :snooty:

[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
mai bhi theakh thaakh... neend aa rahe hai... :( abhii nazar bacha kur ooper library aa gia houn, dhoond raha ho ga mera supervisor :D
[/QUOTE]

kiyon neend kiyon aa rahi hai.. neend nahi pori hovi?
aur library aaney ki kiya zaroorat paish aa gaye :D

[QUOTE]
*Originally posted by Daagh: *

DaaghooOo uncle kesay hai app ... or uncle suna hai kay kal app ko GS ke larkiyo nay chapalo or sandeelo say boohat mara ?? kiya yah sach hai yah galat ? ?

hehe, nahi ye sub tou chal raha hai.. mera mutlub tha k mein kuch nahi ker rahii