Daagh
May 6, 2004, 9:31am
31761
itna sweet hone ko kisne kaha tha ki machar bhi kaat le
hmmm so how was your day at college? ya aaj gaye hi nahi :halo:
*Originally posted by Daagh: *
itna sweet hone ko kisne kaha tha ki machar bhi kaat le : p
hmmm so how was your day at college? ya aaj gaye hi nahi :ha lo:
pata nahi.. Qasm se dil chahta hai ke khoon change kerwa lun ap jub india mein thay us waQt bhee pooray week machers ne kaata.. aur mujhe aik hee dinn 4 injections legay
theek tha… aaj parhaai nahi hoe ziada,.. jabhi mae jaldii aagyee ghar
Daagh
May 6, 2004, 9:43am
31763
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
pata nahi.. : bummer: Qasm se dil chahta hai ke khoon change kerwa lun ap jub india mein thay us waQt bhee pooray week machers ne kaata.. aur mujhe aik hee dinn 4 injections legay :teary1 :
theek tha… aaj parhaai nahi hoe ziada,.. jabhi mae jaldii aagyee ghar : D
machar kaatne par injections lagaate ho tum
waise yahan UK mein ek bhi machar nahi hota kaise?
aur tum apne room mein woh repeller lagaya karo na
smilly
May 6, 2004, 9:44am
31764
*Originally posted by Daagh: *
good good
mein bhi theek thaak Allah ka shukar hai
aaj to office mein thoda kaam bhi kiya
hmm dikh reha hay mujhay to zidah hi theek thak lag rehay ho
kia baat hay aaj to aap waqie mood main ho jo office walon per bhi ahsan ker dia
Daagh
May 6, 2004, 9:46am
31765
*Originally posted by smilly: *
hmm dikh reha hay mujhay to zidah hi theek thak lag rehay ho
kia baat hay aaj to aap waqie mood main ho jo office walon per bhi ahsan ker dia
aise hi mood theek hai is liye
and subah subah tumse baat bhi to ho gayi na
aur haan mein woh novel parh raha tha Da Vinci’s Code…usme poora paris ka hi hai saari yaadein taazi ho gayi and it reminded me of you…
smilly
May 6, 2004, 9:46am
31766
*Originally posted by Kamran-Khan: *
ooh, Kaash un saroon mai mai bhe houtta ..
waise mai uss bakra eid ke naheen balkai BAKROON ke eid ke baat kur raha thaa … :halo:
aik Bakrai ko mai bhe janta houn ..
khoosh ho jao…saron main tum bhi ho,mujhay tumhari baat thorhi thorhi balkay i think kafi zidah semejh aa gaye hay
mujhay kia pata tum ko pata hona chahayi kub ho gy
ager tumharay jaisa hay to rehnay do
HH: main to theek hoon aap kaisi ho
*Originally posted by Daagh: *
:sm ack:
machar kaatne par injections lagaate ho tum
waise yahan UK mein ek bhi machar nahi hota :ee k: kaise?
aur tum apne room mein woh repeller lagaya karo na :sm ack:
nahi na.. poorii body per kaata tha.. hashar nashar ker diya tha mera
hein? mae aarahi hon uk tyaarii ker lein…
room mein spray kia tha khatm bhe ho gaye lekin kul mae ne kapre change kiye tu jo pehne un mein aik macher ghusa howa tha
smilly
May 6, 2004, 9:50am
31768
*Originally posted by Daagh: *
aise hi mood theek hai is liye
and subah subah tumse baat bhi to ho gayi na
aur haan mein woh novel parh raha tha Da Vinci’s Code…usme poora paris ka hi hai saari yaadein taazi ho gayi and it reminded me of you…
ACHI BAAT HAY
awwwwwwwwwwwwwww
to phir kub aa rehay ho aap log
*Originally posted by smilly: *
khoosh ho jao…saron main tum bhi ho,mujhay tumhari baat thorhi thorhi balkay i think kafi zidah semejh aa gaye hay
mujhay kia pata tum ko pata hona chahayi kub ho gy ; )
ager tumharay jaisa hay to rehnay do :ro lleyes:
HH: main to theek hoon aap kaisi ho
hum bhee theek thaak hein.. aur kia horaha hai? aatii kion nahi ho ap Gs per
Daagho uncle… pics kub bejh rahe hein ap :halo:
Daagh
May 6, 2004, 9:53am
31771
mein to hamesha hi tayar rehta hoon
KK wapas aaye pak se to kuch plan banayege
Daagh
May 6, 2004, 9:56am
31772
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
nahi na.. poorii body per kaata tha.. hashar nashar ker diya tha mera :bummer :
hein? mae aarahi hon uk :snooty : tyaarii ker lein…
: p
room mein spray kia tha khatm bhe ho gaye lekin kul mae ne kapre change kiye tu jo pehne un mein aik macher ghusa howa tha
arey aa jao na anytime you want to
aur pics raat ko post karonga…ghar jaakar unko compress karna hai
*Originally posted by Daagh: *
arey aa jao na anytime you want to
aur pics raat ko post karonga…ghar jaakar unko compress karna hai
ticket bejh dein na :nahnah:
jaldii krein send… kub se wait ker rahi hon
Aashi
May 6, 2004, 10:03am
31776
yeah i gathered…
:p…i dunno…i need a challenge right now to suit my mood…
smilly
May 6, 2004, 10:04am
31777
busy hoti hoon na is liyai
Daagh
May 6, 2004, 10:10am
31778
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
ticket bejh dein na :nahnah:
jaldii krein send… kub se wait ker rahi hon
theek hai bhejta hoon
haan na shaam ko bhejta hoon na pics saare :halo:
Daagh
May 6, 2004, 10:11am
31779
rolleyes shuru ho gaye phir se
hmmm so what mood are you in right now???
Aashi
May 6, 2004, 10:13am
31780
*Originally posted by Daagh: *
rolleyes shuru ho gaye phir se
hmmm so what mood are you in right now???
in mood for a fight… …beas…argument…being ever so sarcastic…:p…and ummmmm…kinda snooty…
u got summit for me?..