han han ye tu hai… abhe kuch dair pehllai lunch time pur bhe daant parde thee .. ![]()
souch raha houn agar aik RING mere pass bhe houtta tu kia maza aata…
kal X-ray ho ga tu cheera phaarde kab ho ge?
haan us ring ka tum kya karte mujhe pata hai ![]()
well X-ray ke reports ke baad MRI hoga and uske report ke baad cheera phaarde ![]()
tumhari wapasi kab ki hai?
kia kurta …
khair rehnai he du, kuch puthee he baat karoo gai .. ![]()
Oh yanee abhe naheen ho ge..
DR se kehna saath mai pics bhe lai ![]()
maii shiad 22nd ko aa jaon wapis.. dekho Lahore mai kitna time lagta hai, kuch official masllai bhe dekhnai hain wahan ..![]()
aor weekend pur kia kiya?
agar tum force karoge to keh hi doonga :halo:
ohhhhhh official kaam
ahm ahm ahm
![]()
weekend par kaha kuch kiya mein wapas aaya on Monday evening ![]()
Hello ![]()
hello shello salamzzzzzzzzzzzzzzzz
welcome ![]()
kaise ho?
not fine…
macher ne phir kaat liya ![]()
me shower lene ja rahii hon
will be back in 15-20 min.
dun go ![]()
koe ahmm ahmm walla official kaam naheen .. ![]()
jao ja kur So you are dead mai reply karoo .. ![]()
TU India mai bhe weekend pur kuch naheen kia??
HH:
kaise hoo???
issai kehttai hain GS ke addict… machar kai katnai ke khabar dainai aaen thein … ![]()
![]()
… kia haal hai??
aor Masllai ka koe hall niklaa???
waise Bakkra Eid kab hai Daagh?? :halo:
![]()
salamssssssssssssssss ![]()
kaise ho?
![]()
okie shower lekar aa jaao phir baatein hogi…
see ya laters ![]()
Allah ka shuker hay
abhi to nehi ![]()
waisay wohi ho ga jo saray chahain gay ![]()
Bakkra Eid main abhi bohet din hay ![]()
wasalam
Allah ka shuker hay … u tell ![]()
ohhh mein socha…![]()
nahi India mein bhi kuch nahi kiya…Sunday ko was in Aurangabad…waha se flight liya for Bangalore and then waha se Monday monring to UK ![]()
![]()
good good
mein bhi theek thaak Allah ka shukar hai
aaj to office mein thoda kaam bhi kiya ![]()
ooh, Kaash un saroon mai mai bhe houtta .. ![]()
waise mai uss bakra eid ke naheen balkai BAKROON ke eid ke baat kur raha thaa … :halo:
aik Bakrai ko mai bhe janta houn .. ![]()
acha sunno logoun.. iss sai pehlai kai mere amma jaan aa kur bakrion ke baat chaird dain, mai ja kur unhain kissi aor kaam mai lagga kur aata houn ;)
sham ko baat ho ge Insha Allah
am back ![]()
Kamo uncle: not fine na… macher ne phir arm per 6 jaga kaat liya hai ![]()
Smilly aunty: how r u? ![]()
Daagho uncle ![]()