Ok friends bye and take care all of u ![]()
Kal mulakat ho gi sab say agar zindagi rahi too
![]()
Nafay or Nuksan ka kal bataoon ga Janu GS ![]()
Ok friends bye and take care all of u ![]()
Kal mulakat ho gi sab say agar zindagi rahi too
![]()
Nafay or Nuksan ka kal bataoon ga Janu GS ![]()
TheeK
me will be waiting ![]()
and.. Y are U like .. ![]()
hayee ALlah.. main kaisay kaisay thread main aagaye haon ![]()
because of your khawaaab aur nuqsaan wali baat
![]()
u know me masoom ![]()
Tou yahaaN konsa.. Ghair Masoomiat ki baat ho rahi hay… ![]()
Nuqsaan se murad ye thi… Ke.. Agar wo meray khwab main ayega… TOu.. Kharcha ussay karna paRega.. khanay pilanay ka..
KhwabooN ka system ulTa hota hay na…
Agar maiN uskay khwab maiN jaoonga tou kharcha mera.. TOU.. mera Nuqsaan ![]()
Ab iss maiN.. Na Masoomiat ki kia baat hay hummm ![]()
acha na ![]()
waisay mere khawaboan main kuch bhi ho kharchaa dosroan ka hi hota hia ![]()
Date 30-Oct-2003 Thursday Ramadan 03
Aslam Alekum to dear Friends how r u all ![]()
i m fine here and hoping that u will be also fine there ![]()
aa jao ab jaldi jaldi
abhi aya hi hoo.n office aur mails check ki hien aur ab GS k replies de raha hoo.n ![]()
aaj kal timing buhat achi ho gayi hai shaam ko jaldi office off ho jata hai khoob time mil jata hai ab ![]()
baat tu sahi hai aap k khaaboo.n mien ana koi asaan kaam hai ![]()
Kharcha tu karna pare ga na , waise kitna kharcha ho jata hai per head ![]()
aap ne khaab mien roza rakha hota hai k nahi ?
waise agar roza rakha hota ho tu kharcha bach sakta hai ![]()
janab aap k khaab mien koi aye ya aap kisi k khaab mien jaao Nuqsaan doosray banday ka hi ho ga ![]()
samajh raha hoo.n aap ki masoomiat ![]()
yar tu ne khud hi tu kaha hai isi thread pe k umar Maang yar kitne paise chahyien , ab khud hi mukar raha hai ![]()
yar matlab tu agar mujhay paise de ga bhi tu 4 bando.n mien zaleel karwa k , k naveed ko bhi pata chalay k mien ne tujh se paise liye hien , nahi chahyien aisi paise
![]()
phone per ring karne se kiya faida jab k aap ki pocket mien ek phooti cori bhi na ho ![]()
yar typing mistake ![]()
haa.n sehri k waqt tu uthna tujhe maut lagay ga hi , Akhir kar itna bara tumhara Town hai saray Town mien Teen le kar bajna aur sab ko Sehri k liye uthana bara sakht kaam hai ![]()
Aftari mien Khaba jo milta hai ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Golden_Scorpion: *
JehaaN.. Bilkul saheeh.. Tum 5 logay tou Jawab maiN 10 milaiNgi...
Laikin... JooootiaaN ;)
[/QUOTE]
^^ he deserve :D , Sandle , Heel wali , Flat aur etc.
Assalam-o-Alaikum
kai haal hai aap logon ka??
i m really sorry keh mein pichhlay 2 din nahin aa saka ................ actually bohat ziada busy tha mein ...
baki sab theek thaak hai na ??
w.salam
koi baat nahi tu aa tu giya hai na
![]()
busy achi baat hai bande ko busy hi rehna chahye :k:
sab theak thak hien yar Allah ka buhat Shukar hai ![]()
tu suna
idher bhi Allah ki Bohat Rehmat hai yaar. tu suna Ramzaan kaisa guzer raha hai mera to bohat fit Ja raha hai . Alhamd Allah
[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *
idher bhi Allah ki Bohat Rehmat hai yaar. tu suna Ramzaan kaisa guzer raha hai mera to bohat fit Ja raha hai . Alhamd Allah
[/QUOTE]
Allah ka shukar hai Rozay buhat ache guzar rahe hein , chotay chotay tu din hai na piyas lagti hai aur na hi bhook mehsoos hoti hai , Alla ka bara ihsan hai :)
yar wo Khottay Pind ka Prince nahi aya abhi tak ?
Meray Piyaray Veer Bat soon meri tu :). Janu Pathan sirf Badnaam hein. Abi app ko Punjabioon ka pata nahi hay :p. Wo Badnaam nahi hein lakin Kaam wo pora pora kartay hein ![]()
Nahi Yakeen to kisi say bi pooch lay ![]()
Yah to app ki Mohabat hay bhai kay hamay time daytoo app. Bari meharbani janab app ki Warna ham kis kabil hein ![]()