What's up today?

Jee Jee bhai jaan app Masoom hi nahi. Balkay SHARIF bi hoo :wink:

hoo na :hehe:

[QUOTE]
*Originally posted by Golden_Scorpion: *

Tou yahaaN konsa.. Ghair Masoomiat ki baat ho rahi hay...

Nuqsaan se murad ye thi... Ke.. Agar wo meray khwab main ayega... TOu.. Kharcha ussay karna paRega.. khanay pilanay ka..

KhwabooN ka system ulTa hota hay na...

Agar maiN uskay khwab maiN jaoonga tou kharcha mera.. TOU.. mera Nuqsaan

Ab iss maiN.. Na Masoomiat ki kia baat hay hummm
[/QUOTE]

Bas Golden bhai kiya karain aj kal to loog bat ko pata nahi kahan say kahan lay jatay hein :(

Kuch samaj nahi ati in ki :p

Kanjoos makhi chooce :(. chay kuch bi ho jay kharcha agali parti ka :frowning:

Wasalaam bhai and Welcome to Gupshup :hug:

Or Sonaoo janu. Kal bi tum jaldi hi chalay gay thay :(. Mein to intizar hi karta rah giya Aftari kay bad :frowning:

Khowab mein bi Roza :(. Yar ab itna zulam to na karoo jee. Aik yahi to wo jaga jahan jis kay sath jo marzi kar doo. Koi Rook Took hi nahi :hehe:

kiyoon :wink:

Nahi yar Umar yah bichary to aisay Badnaam hi hein. :wink:

Kam Punjabi bi nahi hein :hehe:

Yar tum to sara karoobar hi open kar rahay hoo. Chup kar jaoo yar :frowning:

Tumay tumara hisa dayta nahi kiya :(. Har Chand raat ko tum jab meray sath jatay hoo Gorai karnay to 50% tumara bi to hota hay Boss :wink:

Or phir us kay bad ham dono hi Pano Rama jatay hein :hehe:

Ab na bolna warna GS, AM, or BM bi apnay business mein ajain gay. Abi to apni hi manoply hay. Samja kar Murshad Compition ho jay ga or phir hamay profit kam hoo :wink:

Sorry yar Umar tumay Ghalat fahmi hoi hay. Mein tum jaisay banday ko paisay doon yah mumkin hay :stuck_out_tongue:

Khud sooch yar :hehe:

Chalo koi baat naheeN.. karletay haiN kharcha.. Kabhi kabhi kr lena chahye :smiley:

Array yar… mat kar aisi baataiN.. phir khwabooN maiN bhi koi naheeN ayega and.. na mujhay khwab maiN aanay degi / dega :smiley:

Yar Umar tum har kisi ko apnay jaisa na samja karoo :snooty:

Mera to sab dostoon ko pata hay kay mein kitna acha hoon or kitna bora. :frowning:

Tum apni bat karoo kiya khana pasand karoo gay Sandle, Heel Wali, Ya phir Softi :wink:

:nono4: Khuda na karay ke Pathan Badnaam hoooN :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *

Bas Golden bhai kiya karain aj kal to loog bat ko pata nahi kahan say kahan lay jatay hein :(

Kuch samaj nahi ati in ki :p
[/QUOTE]

Tou mat sunno na aisay loogooN ki baataiN yar... :D

Wo kia hay na.. ke... Better alone than in a BAD company ;)

yaar mera net aaj bohat ziada slow chal raha hai so don mind keh mein thora late reply ker raha hoon…

aur IP and GS jigers tum logon ka kia haal hai

:wave:

Wasalaam janu Jeetay rahoo :hug:

:flower2: Welcome Brother Welcome :flower2:

Or Sonaoo jee. Yar or to koi gila nahi hay agar busy thay to theek hay. Banday ko kam par hi jata hay.

Lakin yar wo aik cheez hoti hay PM ( Private Messege ) yar meray khiyal mein abi Gupshup par wo free hay us par koi fee nahi lagi. Tu janu agar app bi aik adad messege kar daytay to bari mehar bani hoti jee. Waisay bat to ab bi koi nahi :hehe:

Or Sonaoo kiya ho raha hay. Or app kay university kay dostoon ka kiya hall hay :slight_smile:

hal mera behaal hay.. :slight_smile:

Yar.. Humara kia haal hona hay… Mazi .. Haal… tou.. aisay hi guzar liye haiN.. and.. Mustaqbil maiN Bhi koi Umeed nazar naheeN aa rahi :bummer:

Hoo to gay :wink:

e.g; AGar koi chota bacha tang karay to us ki mom us ko kahti hay " Pathan a jay ga " :hehe:

  1. Agar koi bacha bahir janay lagay to us ko us kay ghar walay kahtay hein " Na beta bahir na jana Pathan Pakar lay ga "

In sab cheezoon ki to samaj ati hay lakin 3 ya 4 din pehlay aik waqiya howa us ki samaj nahi ai :(.

Motor Cycle Rikshaw ka Driver apnay Rikshaw say utar giya. Kiyoon kay pathan us kay pichay wali seat par beth giya tha Yar is bat ki kuch samaj nahi ai. Plz zara explain karna :hehe:

sab bilkul theek hain janu...........

aur yaar aainda mein PM ker dia karoon ga ok

teray rozay kaisay ja rahay hain ???

:nono: Nahi GS bhai phir to mujay app ki sangat bi chorni paray gi :wink:

Or yah mujay kabool nahi hay. :hehe:

Jiger koi Masla hi nahi :kiss: Tu agiya hay bas yahi bohat hay.:wave:

Lakin ab bas ISP ko tayz kar lay :smiley:

Or kuch khas nahi bas pathan and Punjabi characteristics par Tabadla khiyal kar rahay hein mein or GS Bhai :hehe