Allah hafiz to all chalien yar ghar Roza kholien chal kar ![]()
take care ![]()
Allah hafiz to all chalien yar ghar Roza kholien chal kar ![]()
take care ![]()
Or pai Ramazan or Ramadan hota hay. Yah Ramsadan kon hay ![]()
Yar Sehri kay waqat to uthna mujay maut nazar ata hay :(]
Haan Aftari kay waqat khoob enjoyment hoti hay ![]()
Ok janu
Bye and take care
Allah Hafiz ![]()
Say Salaam to Anti and Uncle ![]()
kuch khas nahi yar bas aisay hi routeen work.
Ramazan bohat acha guzar raha hay janu. Kal to Ramazan nay kamal hi kar diya. Aik pai ko watta mar kay bagh giya. Yah Ramazan bara sharati ho giya hay. ![]()
Kahan rakha hay ![]()
Mujay bi to bataoo ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
kuch ata bhi hai k nahi khana pakana ?
[/QUOTE]
Tayray jaisi nahi hay Nalaik ;). Wo achi bachi hay :)
Abay kon sa Wada. Kaisa Wada. Kahan ka Wada Mein yah kab kaha hay kay tu a or 5000 a kar laylay. ![]()
5000 hein koi 5 nahi mujay say to aik sath 5000 uthay bi nahi jatay tujay to pata hi hay meri sehat kay baray mein ![]()
Tu Naveed say lay lay mera naam lay kar. AGar na manay to meray phone par ring kar layna. Mein kah doon ga or baki mein janoo or Naveed janay ![]()
Salaam All Friends ![]()
How r all of u? I hope u all will be fine.
PK
AM
ZU
GS
Fizion
MB
Naveed
Sherni…etc
Yar Aftari mein kam khaya karoo ![]()
Or Gupshup par jaldi aya karoo ![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
O bhai .. zara tou.. sabar se kaam liya kar na yar ![]()
Ye le.. i am here ![]()
agiya hay to phir aik papi day
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
O Biradar… Mang raha hay aik pappi and.. muN.. 5 banaye huye haiN ![]()
Loo bhai ki papi layni hay na to phir 1 kiya or 5 kiya ![]()
Kiyoon sahi kaha hay na ![]()
Bilkul saheeH farmaya...
BUT.. mangtay aik ho.. letay 5 hooo...
YahaaN tou bhai hay.. its okie.. BUT.. be careful aadat kharab na ho jaye ;)
Dua karoo na agay wo bi achi si milay ![]()
Mein 5 loon to wo jawab mein 10 day ![]()
hahahhahaha ![]()
GS Bhai Yah Amir kahan hay ![]()
Pata nahi kahan gum ho jata hay rooz hi ![]()
kisi din pitay ga meray say ![]()
app ko kuch pata hay ya nahi ![]()
JehaaN.. Bilkul saheeh.. Tum 5 logay tou Jawab maiN 10 milaiNgi…
Laikin… JooootiaaN ![]()
JooooootiaaN ![]()
To Bhai hay ya Kasai ![]()
Allah tujay poochay ![]()
Tujay Raat ko khoob mein a a kar daoon ga ![]()
Zalim
Meray khwab maiN aoo gay tou… Khud hi Nuqsaan maiN raho gay ![]()
Explain karnay ki zaroorat naheeaN hay ke kiuN ![]()
^ ![]()