ziada nahi yar sirf sirf sirf sirf sirf sirf sirf 5,000
![]()
Dunia mein Khosh Naseeb insan wo hay jo apnay Naseeb par khoosh hay
Allah ka Sokaar Ada kar ![]()
Bataoon Judge saab ko ![]()
Hello Sweet Heart ![]()
how r u ?
![]()
O yar.. kahaaN ki be Imani… yar..
Main tou hota hooN kaam karnay ke liye.. ab kaam naheeN hota tou maiN kia karoooooN ![]()
Yar shukar tu mien Ada karta hoo.n ![]()
per ye Judge sb ko batane wali baat kaha.n se aa gaye beech mien
:nono:
yar Bayemani kaisi jab kaam nahi hai tu chat hi karien gien na , waise jab kaam hota hai tu believe kar raat din ek kar deta hoo.n mien
keo.n GS bhai batao na is ko ![]()
Lagta hai k Kaam ko pata chal giya hai k aap Pathaan ho
:rotfl"
zu,ip,gs
han g
kia ho raha hay
ramadan kasa ja raha hay
[QUOTE]
*Originally posted by fizion: *
zu,ip,gs
han g
kia ho raha hay
ramadan kasa ja raha hay
[/QUOTE]
yar filhaal tu time hi pass ho raha hai ;)
Ramsadan is going fine buhat maza aa raha hai , i love to wake up in Sehri and i really enjoying my Aftareez :)
aap sunao ?
salam
![]()
koe hai?
w.salam how r u pk ![]()
roza rakha ?
how is school and how is ur family
i’m fine..
han roza rakha..![]()
school theekh tha…as i told u …
good :k:
aur phir aaj kal kiya kiya paka rahi ho aftaari mein
kuch ata bhi hai k nahi khana pakana ?
Wasalaam jee Wasalaam ![]()
Kiya haal hay tumara. Kaisi ho Gurya or kahan hoo.
![]()
Jee Sab hi hein. Kiya app nay sab ki Class layni hay ![]()
Kiya Yar wo sirf us waqat hi busy hota hay jab mein Gupshup par ata hoon ![]()
A lay aj zara bohat larai karni hay mein nay Amir say bi ![]()
kiya 5000 ![]()
Yar itni bari rakam ![]()
Mujay Girvi rakh day kisi kay pass. Shayad koi day hi day tujay 5000 ![]()
Waisay khair to hayna janu koi program sharogram to nahi hay ![]()
acha phri theek hay GS bhai
mein to ulat hi samja tha ![]()
kiya tunay phir GS bhai ko ghut lagai ![]()
tujay pehlay bi kaha hay kay aik nahi 10 / 15 ghutain lagaya kar ![]()
Bachoo ab tu paisay de , ye chor k mien ne kiya karne hien
agar paise nahi millay na mujhe tu ek thread khul jaye ga
k IP WADA KAR K MUJHE 5000 NAHI DETA ![]()
Hayn ![]()
GS Peshawer mein tu lahore mein. Tera ziyada mujay pata hay ya GS bhai ko. O Pai Chaker kiya hay ![]()
Kuch mujay vi to pata chalay ![]()
waisay sab theek thak to hay na ![]()