ok now i m leaving Roza bhi aftar karna hai ghar jaa k bye for now
Allah hafiz ![]()
ok now i m leaving Roza bhi aftar karna hai ghar jaa k bye for now
Allah hafiz ![]()
OooooOOOOOooooo Shehzadi ai :queen:
![]()
AbayyyYYYYy OOOOOoooooooyeeeeeeeEEEEEeeeee Khud hi sawal or khud hi jawab ![]()
Tu ham say bat kar raha hay ya Mirror kay agay khara ho kar batain kar raha hay bol jaldi bol warna mein tayra saar toor doon ga ![]()
Jab mein dekhta hoon na kay meri dost muskhkil mein hay to mein foran a jata hoon. Ab tu zara Tameez or tahzeeb kay dairay mein rahna ![]()
Bach giya hay janu ![]()
Ok janu bye and take care ![]()
Allah Hafiz ![]()
Pk Kahan hoo yar :(
Kuch bol hi nahi rahi hoo
or Zu bi chala giya hay or baki sab kay sab absent hein :(
Salam to all friends ![]()
Where r all of u after Aftari
PK
AB
ZU
GS…
Jaldi aoo yar ![]()
Mein akayla hoo yahan par or tum sab ka intizar kar raha hoon
jaldi aoo ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
Jab mein dekhta hoon na kay meri dost muskhkil mein hay to mein foran a jata hoon. Ab tu zara Tameez or tahzeeb kay dairay mein rahna :D
[/QUOTE]
hmmm dost mushkil mien , wah , wah
janu jab mujhe paiso.n ki zroorat hoti hai tu us waqt tu tu kabhi nahi foran aya :(
Aslam Alekum 29-Oct-2003 Wednesday Ramadan 2 ![]()
yar mien tu tujhe pata hai k raat ko kam hi net use karta hoo.n paise lagte hien na
, u know Office is Zinda bad ![]()
yar tu ye keo.n keh raha hai k jaldi aao mien yaha.n akela hoo.n, phir kiya hua akela hai tu, yaha.n kaun se GS Bhai ya Mamba hien ![]()
Kia maiN Dakhal Dar makoolat kar sakta hoooN :D
Soocha ke zara dekhiaN tou.. yahaaN kia ho raha hay... :)
Aslam Alekum Bhai jaan aap bilkul Dakhal Dar Makoolat kar saktien hien
waise ye hota kiya hai ![]()
yaha.n kiya hona hai jee bas Guppaien marte hien aur time pass karte hien ![]()
aap sunao kidhar ho aur kiya kar rahe ho
O yar… bas hum ne kia karna hay.. sara din faarigh ![]()
Muft ki tnkhwahaiN haiN .. le rahay haiN ![]()
Sara din.. Chat.. and.. DehaaRi lag jaati hay … ![]()
achi job hai mujhe bhi dila dein na pleajjjjj ![]()
hello ppl how is going;
![]()
hello dear how r u ![]()
i m fine , Allah ka shukar hai
where is aamir today ? ![]()
Lolz ![]()
Yar tujay har waqat Paisoon ki pari rahti hay ![]()
Yar tujay to raat ko sotay mein bi paisay nazar atay hon gay. Bol tujay kitnay paisay chahiyay bol aj to bol ![]()
Waisay kaheen sach moch hi na bol dayna ![]()
may be he is busy in work,study
Yar kitnay Afsoos ki bat hay ZU. Tum har waqat GS or BM bhai ko aik hi bat par joke kartay rahtay hoo. ![]()
yah koi achi bat hay ![]()
sahi karta hay murshad sahi karta hay. laga rah laga rah ![]()
yah dono or kisi tarha sya kaboo bi nahi atay ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Golden_Scorpion: *
Kia maiN Dakhal Dar makoolat kar sakta hoooN :D
Soocha ke zara dekhiaN tou.. yahaaN kia ho raha hay... :)
[/QUOTE]
Bhai yah mushkil urdu plz zara is say avoid karoo :(
saray moon kay spring hil jatay hein is say :(
Har tarf BayEmani ![]()
Ramazan mein bi ![]()