yar kiya baat hay tayri ;). kitni jaldi palti marta hay tu ![]()
![]()
Na baba na mein aisa larka nahi hoon
well janu abhi bhi tu apnay aap ko larko.n k list mien rakhta hai ![]()
ab tu tu Man ban giya hai not boy :nono:
jaan-e-man ye hi tu mera kamal hai ![]()
kisi din aisi palti maroo.n ga k teri patli ho jaye gi ![]()
23½ years ka larka hi hota hay ![]()
Mein tayri tarha 28 ka nahi hoon ![]()
tujhe kis ne keh diya k mien 28 ka hoo.n abhi tu mien haaaaaaaa.n ![]()
Yar tu to bara kharab larka hay:eek:.
Mujay pehlay hi tayri gali kay larkoon nay kaha tha kay yah acha larka nahi hay ![]()
kharab larka , kiya mere japani parts nahi hien ![]()
yar LalTen le kar bhi dhondo ge na tu mujh jaisa Nojawan nahi millay ga ![]()
Bol bol apni sahi age kiya hay 28 hi to hay jhotay ![]()
Allah Khoosh fahmiyan to dekhoo :D.
hahahahahaha ![]()
Jhoota ho ga tu ![]()
Jhoota ho ga Golden Scorpion
Jhoota ho ga Aamir
Jhoota ho ga Black Mamba
Jhoota ho ga Digital Sergion
mien keo.n jhoot bolnay laga ![]()
khush fehmi nahi haqeeqat hai jo tujhe tasleem karni pare gi ![]()
kiya ham sab jotay hein ![]()
Haan haan aik to hi tu hay Sach Putar ![]()
Haqeeqat loog khud tasleem kartay hein un ki mintein nahi karni parti ![]()
Or haqeeqat hay hay kay tu bara piyara hay:kiss: hamay bas or kisi ko nahi or hamay bi bas dosti ka moon marta hay or koi bat nahi hay ![]()
haa.n wo tu mien hoo.n ![]()
ok yar now i m leaving for Home bye and take care
shayed raat ko aao.n ya phir kal noon mien ok c u bye and take care
Allah Hafiz meri jaan k totay
:love: ![]()
Mein to aj sari rat hi online hoon ;). Jab marzi ajna ( 10:00 to 11:00 break loon ga )
Ok janu Take care of ur self ![]()
Allah Hafiz ![]()
salam jigers
aa gia mein wapis
yaar bohat ghussa hai is class per aaj mujhay
perhtay hi nahin hain ![]()
yar sab kahan chalay gay hoo :(
Wasalaam bhai ![]()
Welcome janu Welcome mera Parakoo para aya ![]()
Pitai kiya kar sab ki tu agar phir bi nahi mantay to sabar kar janu aj kal saray country ka yahi haal hay ![]()