Yar umar tu mujay yah lam excusses na diya kar. Mein tayri rag rag say waqif hoon. Jitna tayray baray main Mein or Naveed jantay hein tayray ghar walay bi nahi jantay ![]()
mien tu soch raha thah k tere kaan k neeche ek rakhoo.n ![]()
Walsaam bhai ![]()
Or kiya haal hay janu:). Plz yar zara jaldi ana. Mein tujay bara miss kar raha hoon or tujay mera koi khiyal hi naih ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
Yar umar tu mujay yah lam excusses na diya kar. Mein tayri rag rag say waqif hoon. Jitna tayray baray main Mein or Naveed jantay hein tayray ghar walay bi nahi jantay :D
[/QUOTE]
tu phir meri shaadi keo.n nahi karwa dete koi achi si larki dekh kar :p
Pathaano.n wale kaam ab tu ne start kar diye hien ![]()
Thanx janu ![]()
Yah to tu apni Baysharmi par parda dal raha hay ![]()
rakh day yar mein kiya kah sakta hoon. Ab tuj sa dosti jo ki hay bardasht bi karna para ga ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
Yah to tu apni Baysharmi par parda dal raha hay :D
[/QUOTE]
parda acha hota hai waise chahye kisi cheez ka bhi ho :D
Yar mein nay Anti jee say bat ki thi wo razi bi ho gai hein or larkiyaan bi dekhi theen. lakin tunay sari ki sari Reject kar deen ![]()
Kabi kisi mein koi khami nikal dayta hay kabi kisi mein kuch ![]()
Ab mein sooch raha hoon tujay 5 / 7 Laga doon ![]()
UmroooooooooooOOOOOOOOOOOOoooooooooooo ![]()
Amir mera Para hay D:mad:
ab tu zara bach kay dikha ![]()
yar koi suchal peice dhondo na ![]()
kiya laga doo.n ![]()
matlab ab meri shamat aa gaye , o mere rabba menooo bacha , mien ne tu abhi duniya dekhni hai ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
parda acha hota hai waise chahye kisi cheez ka bhi ho :D
[/QUOTE]
Sharam kar Umar sharam :D
Tu kabi nahi sudhar sakta ;)
Or ham bi majboor hein dosti kay hathoon :D
[QUOTE]
*Originally posted by Zakhmi Umar: *
matlab ab meri shamat aa gaye , o mere rabba menooo bacha , mien ne tu abhi duniya dekhni hai :(
[/QUOTE]
lolz :D
haan bilkul :D
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
lolz :D
haan bilkul :D
[/QUOTE]
per mien apni bari pehle loo.n ga :D
Batameez yah nahi dekhtay kay larki kitni khobsorat hay or kitni Ameer hay :(. Balkay yah dekhtay hein kay larki jab tayray ghar mein ay gi to tujay kitna piyar day gi or tayray Parents ka kitna khiyal rakhay gi. Or haan sab say zaroori cheez kay Larki Educated honi chahiyay Takay tayray anay wali Ulad ki achi tarbiyat kar sakay
Lakin tujay samjana or apna saar diwar mein marna aik hi barabar hay ![]()
abay kis cheez ki ![]()
yar ye hi tu suchal piece hota hai , k pari likhi ho , tameez dar ho , piyar karne wali ho , ye hi tu hota hai suchal piece , tujhe kis ne keh diya k ameer aur khoobsurat larki suchal piece hoti hai ![]()
pm mien batao.n ga
x rated na ![]()