What's up today?

yeh Zakhmi kidher chala gia hai ???///

jab mein nain kaha tha keh mein aa jaoon ga 07:30 per to mera intzaaar kioon nahin kia is nain :smash:

aik aur kaam bhi ker sakta hooon

Fail

:hehe: :hehe:

Yar app 07:30 par to nahi ay :(.

Us ko kaam tha is liyay chala giya.

Ab meray sath hi guzara karoo :wink:

Yar yah zulam na karna :nono:

kiyoon bachoon ki baduain layta hay :smiley:

Muaf kar day sab ko :wink:

jo tu kehta hia :k: :kiss:

aur suna jiger kia ho raha hai ???

thanx janu :kiss:

Sonaoo kiya khak :mad:

jaldi messege ka jawab diya karna yar :kiss:

warna…

mein tayri papi lay loon ga aysay :kiss:

lo ji puppi le to li hai abhi :p

jaldi hi to message send ker raha hoon yaar :)

yaar aaj na to PK aai ai na sherni na ZU hai

hum do akelay becharay

ab phir kahan ghum ho giya hay tu :bummer:

Haan yar mein bi Pk ko bohat bohat miss kar raha hoon :blush:

waisay tu or mein to hein na :stuck_out_tongue: Bas phir theek :wink:

mujhay pata chal raha hai :hehe:

:eek: tujay bi pata chal giya hay :eek:

Yar plz kisi ko batana nahi :blush:

meri jaan ghum na ker mein kisi ko nahin bataooon ga :k:

tu kitna acha dost hay mera :kiss:

Or koi nai tazi tuna yar. Or haan wo tayra net cafe kaisa chal raha hay :wink:

sach sach batana jhoot nahi :p

ISB ka mausam kaisa hay ?
:)

koi song hi sona day yar ;)

[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Prince: *
ISB ka mausam kaisa hay ?
:)
[/QUOTE]

theek hi hai yaar

normal sa

Amira begam kisi bat ka to jawab day doo :smash: