Sahi hai ! main bhi issi leye office hamesha late hi jata hoon
Mujhey soona soona office acha nahi lagta
Hamarey yahaan bhi aye din khud kush dhamakey hotey rehtey hain … pichley dino hamarey ghar ke qareeb howa tha … kafi log shaheed ho gaye
main bhi udhar hi jaraha tha , bas 5 minute late hogaya
Warna aaj merea Chaleeswaan hota , log naan our qorma kha rahey hotey ![]()