**…‘Shararat’ that you have ever done ??
please share:mudhosh:**
**…‘Shararat’ that you have ever done ??
please share:mudhosh:**
bohot si hn ap kis ki baat ker rahi hein? hmmmm?
:)
Koi bhi ho jaye ... :)
nahe nahe ji aesi koi baat nahe! hum hein na.
![]()
kai martba tu mein ne jb bhi koi chair pe bethnay lagta tha chair pichay ker deta tha aur wo zameen pe gir jata tha. aur bhi bohot si sharartein hn
![]()
Re: What was the craziest...
*haha yeh to classic hai, koi shaytani damaag wali hai ? *
Koi bhi ho jaye ... :)
hahahaha aik aur sharat! aur wo yeh ki keh aik martba hum 5 doston ka group tha college me. hum me se aik ko washroom yaad aa gya tu wo chala gya washroom mein. aur hum bhi wash room me chalay gaey aur hum ne tap khol k door k ooper se uspe paani ki barsaat ker di. phir hahahaha na hi poochein isi tarah kia hua.
aik din wohi dost dobara wah room gya to aik aur dost ne itne zor se door ko dhakka lgaya k darwaza hi khul gya wash room toilet ka
hahahahahaaha
:)
*haha yeh to classic hai, koi shaytani damaag wali hai ? *
wali nahe im wala but not shaitani dimagh. itna kuch tu chalta hi hai dusray konsa kum kertay hn
:)
hahahahahahhah OMA !!!
![]()
![]()
![]()
Re: What was the craziest...
**Maine bhi bohot ki thi aur sabse best mujeh yeh wali lagi thi :
Hum sab Pakistan gaye hue the aur aik din mera aur mere bhai ka jhagra ho gaya.
To maine uske kamre ke pankhe ke uper, bht zyada DUST rakh diya. (na poocho pankhe tak poonchay ke liye mujeh kiya kiya nahin karna para)
Aur maine socha tha ke jab woh apne kamre main aayega to light aur pankha bhi chalaega to uska kamra aur woh dono kharaab ho jaeinge.
Main yeh sab kar ke bhool gaye aur nahane chali gaye thi. Jab wapas aaye to maine KHUD light au pankha jalaya.
Aur na poocho mere aur kamre ki halat kiya ho gaye thi =p.**
isi tarah class me hum jo bhi larka milta tha uski pent k pichay aik lambi si paper ki dum yani tail bna k lga diya kertay thay aur usay pata nahe chalta tha. saari larkiyan aur larkay hanstay thay. phir aik din tu principal dean ne bhi dekha aur wo bhi hansnay lag gya
![]()
wali nahe im wala but not shaitani dimagh. itna kuch tu chalta hi hai dusray konsa kum kertay hn
:)
Oops sorry ;-)
![]()
Maine bhi bohot ki thi aur sabse best mujeh yeh wali lagi thi :
Hum sab Pakistan gaye hue the aur aik din mera aur mere bhai ka jhagra ho gaya. To maine uske kamre ke pankhe ke uper, bht zyada DUST rakh diya. (na poocho pankhe tak poonchay ke liye mujeh kiya kiya nahin karna para) Aur maine socha tha ke jab woh apne kamre main aayega to light aur pankha bhi chalaega to uska kamra aur woh dono kharaab ho jaeinge.
Main yeh sab kar ke bhool gaye aur nahane chali gaye thi. Jab wapas aaye to maine KHUD light au pankha jalaya.
Aur na poocho mere aur kamre ki halat kiya ho gaye thi =p.
hahahahaha
isi tarah humari class ki larkian chapklion aur cockroaches se boht darti theen. hum me se kuch larkay naqli cockroach aur chapkli le aye aur class timing me lecture k dauran hi boys side se girls ki seats per chapkli aur cockroach phenk diye. larkiyan tu cheekhein maar k lecture chord k class se hi bhaag gaen. hahahaaha aur break k baad wapis ayen
:)
lardkay boht se ulti shararten bhi kertay hn jesay wo toilet wali. ab aik din humari class ka aik larka wash room me apni shalwar ka naala theek ker raha tha tu usay nahe pata chala keh koi aya ya nahe aur kab aya. uskay aik dost ne shalwar khench k nichay utar di.
itni uski bisti hui na hi poochein.
hahaa
jab lardkay aapis mein hon aur kabhi agar mazaq ka mood ho tu kabhi kabhi istarah k ultay mazaq bhi kertay hn
![]()
**hahahaha.
Aik din class main sab loog serious the. To mere paas purane cameras ki reel jis dabbe main daalte hain. Aur mere paas hamesha aspirin hoti hai.
Us dabbe ke andar paani daala hua tha, aur kyun ke main bore ho rahi thi to maine aik aspirin usme daal ke us dabbe ko band kar ke (aur shake kar ke ) apne desk pe rakh diya.
P.s : is kissam ka ‘dabba’ tha
![]()
Aur takreeban 20 seconds baad, boht bara dhamaka hua.
Aur teacher samait sab students bahir bhaag gaye.
Aur main akeli class main paglon ki tarha hans rahi thi =p**
hahahaha.
Aik din class main sab loog serious the. To mere paas purane cameras ki reel jis dabbe main daalte hain. Aur mere paas hamesha aspirin hoti hai.
Us dabbe ke andar paani daala hua tha, aur kyun ke main bore ho rahi thi to maine aik aspirin usme daal ke us dabbe ko band kar ke (aur shake kar ke ) apne desk pe rakh diya. Aur takreeban 20 seconds baad, boht bara dhamaka hua. Aur teacher samait sab students bahir bhaag gaye. Aur main akeli class main paglon ki tarha hans rahi thi =p
LOL Hahahahaaha
very nice shararat
:)
tum duniya per raaj karogi lardki
:)
lardkay boht se ulti shararten bhi kertay hn jesay wo toilet wali. ab aik din humari class ka aik larka wash room me apni shalwar ka naala theek ker raha tha tu usay nahe pata chala keh koi aya ya nahe aur kab aya. uskay aik dost ne shalwar khench k nichay utar di.
itni uski bisti hui na hi poochein.
hahaa
jab lardkay aapis mein hon aur kabhi agar mazaq ka mood ho tu kabhi kabhi istarah k ultay mazaq bhi kertay hn
:)
Oulala bechara... XD
hahahaah tu iska matlab hai k apne abhi se bomb bnanay shuru ker diye. ap to USAMA BIN LADEN ko bhi shikast de dein geen
![]()
isi tarah aik din college mein aik lardkay ko aik class fellow ne kaha keh yaar flaaani lardki tumhe i love u kehna chahti hai aur wo tumhe bula rahi thi. wo sach samajh k us lardki k paas gya aur usay i love u keh dya. he got a slap on his face.
:)