What is Wrong With You People??

**
ek farsii kii zarb ul misl hai:

aazmooda raa aazmoodan jehl ast

ya’nii, jise ek baar aazmaa lo use dubaara aazmaana jihaalat hai. is liye maiN ne dekh liyaa k PCG kis miTTi kii banii huii haiN…maiN unheN unke Haal par chhoRtaa huN…Allah unheN hidaayat de aur hameN sabr-e-jameel…aameen**