Re: What is ‘Dawn Leaks’?
G han… yeh woh civil taqat hai… jiskay samany dunya ki koi si bhi military jitni bhi taqatwar kion na ho… woh bhi ghutnay teek deti hia… iss baat ka dars BB ki zindagi say ayan hia… jo baat haq ki hia…woh kah kar hi rahon ga… munafiqat nahi karon ga…