What are the fundamental beliefs of Ahmadis?

Shukriya

Bas yahi woh baat hai jis per sab ko problem hai aap logon sai. sunnat-e-rasool ki taleem dena aik achi aur alag baat aur us taleem ki jhansay mein apna agenda promote karna jo Rasool Allah (SW) ki taleemaat kay bilkul munafi ho aik alag baat hai.

Bhai yeh usi Allah kay piyaray rasool ki taleem hai kay mein Allah ka Akhri nabi hoon, meray baad qayamat tak koi nabi ya rasool kisi bhi kisam ka nahi ayay ga... aur apkay Mirza saab is baat ko jhutlatay hein... tu yeh kesi sunat-e-rasool ki taleem huee bhai ?

Apnay yeh seekha kyon kay Mirza saab ki yehi taleemat hein. apkay Mirza saab nay isi taleem ka muzahira kartay huay England ki queen (a christian) kay agay ghutnay jhuka kar Mislims kay khilaf us queen ka saath diya tha, tareekh gawah hai.

Yeh apkay Mirza saab hi hein jo Quran ka hukm cancel kartay hein aur JIHAD ko haram karar detay hein, yani directly Allah ki kitab ko jhutlana.

So dimagh sai kaam le kar apni marzi sai ap apni pasand ki batein Quran sai nikal kar apni marzi ka quran bana saktay hein...wah wah, kya taleemaat hein Mirza saab ki.