AQ
September 5, 2007, 8:02pm
61
Re: Welcome Back Anwaar
lo jee⦠hamaaraY hujraY maiN party shuru
not a bad idea for the takhakllus
khaali haath gaye thaY, khaali haath hee aayeN haiN
oye yeah but itās a rumour so there!
Thank you ⦠now you are making me blushed to death as well ā¦
Krypton
September 5, 2007, 8:03pm
63
Re: Welcome Back Anwaar :)
will they inherit ur jaidaad of posts:D
AQ
September 5, 2007, 8:03pm
64
Re: Welcome Back Anwaar
Awwwwww
are you talking about my other nicks :D?
TLK
September 5, 2007, 8:23pm
65
Re: Welcome Back Anwaar
matlab AQ nay poora kaam naheen kiyaā¦so what level are u now at, blushed to near death and in recovery?
PS: dupatta daant mein daba kay blush huay thay ya naheen?
blushed to death?
this is the first time, I am hearing such an analogy
PS: make sure the check is the first installment⦠you still owe me few black goats and chickens as nazraana-e-aqeedat⦠please, send ASAP to my aastaanaa..
PS 2: Alternatively, they can be delivered to Pir-O-Murshid Hazrat Mr. Fraudia as well..
lo jee⦠hamaaraY hujraY maiN party shuru
not a bad idea for the takhakllus
khaali haath gaye thaY, khaali haath hee aayeN haiN
oye yeah but itās a rumour so there!
Thank you ⦠now you are making me blushed to death as well ā¦
AQ Bhai, you want to carry the conversation here or take it to the General, cause there is nothing Poetic about this thread anymore. Fraudia nay entry day kar Janazaa nikaal diyaa, pooree thread kaa
AQ
September 5, 2007, 8:31pm
66
Re: Welcome Back Anwaar
naheeN⦠I have special permission from Amal to carryout such conversation in this thread
My return in itself is very poetic and rythmic
Re: Welcome Back Anwaar :)
Fraudia nay entry day kar Janazaa nikaal diyaa, pooree thread kaa
magar tariq phir bhi bacch gaya :(
Re: Welcome Back Anwaar
imam deen ya chirkin ki zara yaad ati hai is poetic entrance par
TLK
September 5, 2007, 9:56pm
69
Re: Welcome Back Anwaar :)
^^ Aap nay khoob parha hoo'aa hay Imam Deen aur Chirki ko. Asleeyat to ab khul rahee hai
Wahee Wahanvi kee tasaaneef kay baaray maiN kiya khiyaal hai janaab kaa
AQ
September 6, 2007, 4:31am
70
Re: Welcome Back Anwaar
aaye haaye
dil kaY sehraa maiN chalee sard hawaa
Abār Gulzaar paY barsaa hogaa
waisaY, Imaam Deen Magsi was our driver ⦠yeah in the same project where our fathers were together I bet that is the reason of his yaad
chirkin kuch ajeeb saa naam hai⦠iss kaa naam badal dau warnaa yaad tau aap kee hai⦠hamaari taraf saY aap khurchan ko bhee yaad kar saktaY haiN⦠waisaY khurchan tau chaawaloN maiN hoti hai⦠chaawaL tau safed hotaY haiN.. safed tau baglaa bhee hotaa hai⦠baglaa tau parinda hai⦠parinda tau Shaheen bhee hotaa hai⦠Shaheen tau laRkiouN kaa naam hai⦠laRki tau Rukhsana bhee hoti hai⦠Rukhsana par tau woh gaanaa thaa naa
Rukhsana O jaana hum saY
dau baataiN kar kaY challi jaanaa
kaY mosam hai suhaanaa :whistling
Re: Welcome Back Anwaar :)
AQ ko bhela phusla kar General mai lakar jana chahty hain :D
AQ
September 6, 2007, 5:53am
72
Re: Welcome Back Anwaar :)
AQ ko bhela phusla kar General mai lakar jana chahty hain :D
tau aap jaanaY naa dau naa :D
AQ
September 6, 2007, 5:57am
74
Re: Welcome Back Anwaar
ap jakar to dekhao
zabardasti naa karo.. waisaY bhee aaj dau post maar dee theeN General maiN.. kaafi dil tooTay aur mosam bhee sogwaar rahaa
AQ
September 6, 2007, 6:01am
76
Re: Welcome Back Anwaar
Hain
Tum AMM ASS ANN par aao tau saheeh
dard kaY dariya maiN reyt kaa fasaanaa hogaa :whistling
IS
September 6, 2007, 4:38pm
77
Re: Welcome Back Anwaar
**Welcome Back AQ bahi **
**aap gaiay to mai b gaya aap aiay to mai b gaya **
PS:- i know k aap zaida arsa GS se dour nai reh sakte is liay aap ko roka nai mai ne
AQ
September 6, 2007, 4:42pm
78
Re: Welcome Back Anwaar
I could have ⦠but I have explained in above post about the decision and about the return
Re: Welcome Back Anwaar
aaye haaye
dil kaY sehraa maiN chalee sard hawaa
Abār Gulzaar paY barsaa hogaa
waisaY, Imaam Deen Magsi was our driver ⦠yeah in the same project where our fathers were together I bet that is the reason of his yaad
chirkin kuch ajeeb saa naam hai⦠iss kaa naam badal dau warnaa yaad tau aap kee hai⦠hamaari taraf saY aap khurchan ko bhee yaad kar saktaY haiN⦠waisaY khurchan tau chaawaloN maiN hoti hai⦠chaawaL tau safed hotaY haiN.. safed tau baglaa bhee hotaa hai⦠baglaa tau parinda hai⦠parinda tau Shaheen bhee hotaa hai⦠Shaheen tau laRkiouN kaa naam hai⦠laRki tau Rukhsana bhee hoti hai⦠Rukhsana par tau woh gaanaa thaa naa
Rukhsana O jaana hum saY
dau baataiN kar kaY challi jaanaa
kaY mosam hai suhaanaa :whistling
dosto, main yahaan newbie hoon. Yeh Anwar saheb koee jaroor cheez hain
jo bhi likhtay hain bahut poetic hai. Dekho kyaa likhtay hainā¦
chirkin kuch ajeeb saa naam hai
iss kaa naam badal dau
warnaa yaad tau aap kee hai
hamaari taraf saY aap khurchan
ko bhee yaad kar saktaY haiN
waisaY khurchan tau chaawaloN maiN hoti hai
chaawaL tau safed hotaY haiN
safed tau baglaa bhee hotaa hai
baglaa tau parinda hai
parinda tau Shaheen bhee hotaa hai
Shaheen tau laRkiouN kaa naam hai
laRki tau Rukhsana bhee hoti hai
Rukhsana par tau woh gaanaa thaa naa
Rukhsana O jaana hum saY
dau baataiN kar kaY challi jaanaa
kaY mosam hai suhaanaa
wah wahā¦wah wahā¦
AQ
September 6, 2007, 5:11pm
80
Re: Welcome Back Anwaar
OK⦠was tanzansenzakiās nick also banned that rkopra decided to come with a muslim nick?