Re: weddings - no kids allowed
And I have seen agar card per even mention kar diya gaya hai ke '2 members' tau ek ajeeb si feeling ajaati hai ke hum ne kaun sa zeyada khaa lena hai ..
And regarding no kids, jawaab aata hai, lau us ke bachay nahe ayenge kya, ya wahan ja kar agar dekh leye kisi ke bache aye huwe hain, tau bas ... phir tau khair nahe