Azad
December 25, 2002, 10:06pm
61
[QUOTE]
azad jee hospital mein hain
[/QUOTE]
Phir dil say kaha tum nay
Phir dil say suna tum nay
Ab kay Azad to gia jeewan say
Phir dil say dua di tum nay
Innalillah e va innah elayhe rajeoon ... Allah main teri rah main hoon tu meri manzil ho ja
*Originally posted by Azad: *
Phir dil say kaha tum nay
Phir dil say suna tum nay
Ab kay Azad to gia jeewan say
Phir dil say dua di tum nay
Innalillah e va innah elayhe rajeoon … Allah main teri rah main hoon tu meri manzil ho ja
mein ne aese duaa aaj tak nhi kee:)per sher acha hai:k:
ap ke manzel allah mian hain kia?
Azad
December 25, 2002, 10:16pm
63
Sub nay Allah ke samnay hi ja kar rukhna hay ..Woh bhi jo Bad'duain day raha hay.. or woh bhi jin jo moft main mil rahi hain ...
Azad
December 25, 2002, 10:17pm
64
Sirf shair acha nahi hay ... Ghazal bhi achi hay, jis ki bhi hay
[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Sub nay Allah ke samnay hi ja kar rukhna hay ..Woh bhi jo Bad'duain day raha hay.. or woh bhi jin jo moft main mil rahi hain ...
[/QUOTE]
dekhaee mein ne ap ko koi bud-duaa nahi dee.i was just jooking:)i am really sorry if i hurt ur feelings:(
kon se ghazal:confused:mujhe to kaheen nazar nahi aa rahee
Azad
December 25, 2002, 10:26pm
67
Hisse lateef ka hona aksar khawateen ke liay aisa hi hay .. jaisay nokaR walay Lateef halwaii ka hona na hona
Dilsay
December 26, 2002, 11:10am
68
**Khud ghazal hoo kar khud ko nazar nahi aa rahee hoo tum koyee kiya karay **
kia kaheen kia na kaheen zindagee ne aise mor per la kahra kia:confused:
pata nahi yeh to ap keh rahein hai na:)thanks:flower1:
Dilsay
December 27, 2002, 3:35pm
71
App Azad ke Ghazal nahi?
sorry ke extra hai… Nahi behi ho sakta…
apko yeh kis ne farmaia:nono1: mujhe zara us ka naam bataein
Dilsay
December 28, 2002, 10:02am
73
App may ak dafa khud he kaha tha…
Azad Ghazal…
Azad
December 29, 2002, 2:20pm
75
Yeh awaz to usi khana khrab ki si hay
(Mir)
Dilsay
December 29, 2002, 2:37pm
76
Sorry
and dont make issue out of it....
ok i said sorry
o come on:)dont need to say sorry:flower1:
Iss mein shamal hai meray bakhat ki tariike bhi
Shaya rang jo pahno gee thu yadd ayoon gaa
wasi shah s my all time fav :)