Wasi Shah

wonderful choice ghazal thanks 4 sharing!

*Hum say koyee naraz to nahi.... ? *

Badla wafa ka dain gay is sadgay say hum
Tum hum say rooth jaaoo aur zindagi say hum

:k:

[QUOTE]
..Badla wafa ka dain gay is sadgay say hum
Tum hum say rooth jaaoo aur zindagi say hum
.
[/QUOTE]

Tum hum say rooT jao our zindagi say hum

Subhanallah
Tum hum say rooT jao our Zindagi say hum


Yeh dil bhi, kitna jhooTa hay
Kab ishq, ka tasalsul TooTa hay
jism o jaaN kay is safar main
Woh kab, hum say rooTa hay

Jab aas nahi, koi piyass nahi
koi or bhi dil ke pas nahi
Phir bhi man mandir adhoora hay
Kiyon-kar saat humara choota hay

Dard e Dil saat dayna
Eik yaad or seh layna
Is yaad nay jeewan looTa hay
Woh kab hum say rooTa hay

Yeh dil bhi kitna Jhoota hay
Kab ishq ka tasalsul TooTa hay

Adab Arz


Some of my choice by wasi shah

Hazaroon mosamoo ki hukmarani hai meray dil pay
Wasi mein jab bhi hansta hon thu aankhen bheg jatien hain


Aada chand aur poora Dukh

jab se tum bichraay ho
adda chand agar dekhon thu
Merei aankhen bhaar atten hain


Welcome

Raat ka pichlaa paher hai
matami malwas ohray
dard ki inn wadion se
washation ke raastay se
larkhati
dhadmghati
bhaal kholay
bain karti
chandni ko sath lay kar
meri janab chal pari hai
aa rahi hai
teri yaad !!


omg::eek: :eek:
sencherey mubarek ho:hula::hula:
ap ne mujhe bataia he nahi:hoonh: :snooty:
metahee kahan hai":mad3:

thanks for sharing a really nice sher of wasi shah:):k:

thanks lamhay:flower1:

hum nahi hain ap se naraz:)
:k::k:nice sher
thanks

bohut khoob Azad and Sandleen:k::k:
nice choice:k:
thanks:flower1:

Naraz hoo kar to dekhoo… aur phir hamara manana behi dekh loo gee… (ya dhamkee hai) acha (challange behi hoo sakta hai)

acha jee :eek::eek:
chalo aaj se mere aur tumhare narazgee suro:)

Naraz hoo?

theek hai....

Naraz rahna hai to
Phir kasam kahoo ka
Puri zindagi naraz rahoo gee
Agar kal theek hoo jana hai
To phir aaj koon nahi
Aur
Agar aaj theek hoona hai to phir
Abhi koon nahi... ?

Dilsay