salaam yaaro mera piyala GS.!! kaisay mizaaj hain sab keh..!!
hum nay socha keh kafe arsa ho gaya hai.. chakar laga hee lain.. par app log bhi humaree khabar laitay hee nahee.. kaisay log ho yaaro.. :nono:
kher.. ab main aagaya houn.. so lets start the hungama.. aur hamaree woh kidhar hain.. aur jinhoun nay hamaray sath chalna hai.. line banayay..
takecare everyone. !! I c some new names but similar style posts.. doglaybaazoun.. (I in same category too.. :P)
fghd
September 12, 2005, 3:04pm
2
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
kahan thay jana itna arsaaa?
well, Welcome back and plz Khuda kay waastay abb yeh naa samajhna kay meray more than one nick hai GS par warna
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
^ welcome shelcome
long time no see.. how is it going over there
HAMMAD
September 12, 2005, 3:05pm
4
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Aooo Aooo thaaakoor
kider thay :D
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
welcome back.
Mulder
September 12, 2005, 3:24pm
6
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Well welcome back Gadah sahib..I m new so dont know u yet.. but im sure that will change soon....
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Hamara Gupshup Ka Gadha Aa Gaya..!!
Welcome back..
fghd
September 12, 2005, 3:28pm
8
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
^^ abb saray kaam aasaan ho jayein gein:D magar SLOW bhi
IS
September 12, 2005, 3:38pm
9
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Walikam salam
jitay rahien khush rahien
and welcome back
Shikra
September 12, 2005, 4:52pm
10
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Welcome back merey confused khotey
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
app ki tareef??
.
.
.
.
PS: Wel Kum back:hug:
faizy
September 12, 2005, 6:09pm
12
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
holy shmokey! i thought u were gone to look for my lota cg ?
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Chalo ji aab aap ki Dhaano ka intezaar hai :p
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
tite bolay to.. welcome back homie
Dania
September 12, 2005, 8:10pm
15
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Tobah! kitni baar Welcome Back karain? ek baar aakar tik kyun nahi jaatay sahi tarha? lagta hai ab elfi ki jagah samad bond lagani paray gee..takay phir sey kahin zorr laga kar bhaag na jain
βWelcome Backβ
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
samad bond lag gayee to phir bohat masla ho gaa⦠soch loo dano elfi to phir bhi nikal jati hai water say:halo:
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
jiss thread mein faizy ne entry maari ho uss mein zor laganay ki baat na karo Dhanno :nono:
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Lota :love:
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
WelCome Bak CG gud to c u again :D
keep posting ;)
Dania
September 12, 2005, 8:17pm
20
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
DM ab tum apna rickshaw pakro aur bhaagnay ki taiyyari karo kahin aisa na ho gadhay ki dolattiyaan parr jain ;) kuch samjhay? :p
Rukhsarbibi first time tum nay sahi baat kahi hai :D
Shoby acha hai na samad bond lagay ga tou phir yeh bhaagay gay nahi kahin tum kyun chahtay ho kah yeh yahan sey chalay jain? :(