Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Gadhay ki post mein aqal ki baat hi ki ja sakti hai :halo:

nahin parti lattiyan shattiyan yeh ghada pala howa hai ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Rukhsarbibi kyun gadhay ka danishwar hotay hain?
DM kisnay pala tha?
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
pala howa hai
dekho english bhi bole leta hai parha likha ghada hai ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
nahi nahin.. mere yeh mutlub nahin thaa.. zaroori thori say samad bond he lagayain.. araam say sumjahain gee to wo waisay he baith jayain gay… pyar ke zaban kon nahin samajhta ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
shobygadhay ko jab tak danday na parain…gadhay ki aqal main baat nahi aatee
btw ab tum apni chaddi ki fikr karo ![]()
DM ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
argggh
mere chaddi kay baray aik lafz bhi kaha app nay to main ap kko bhi samad bond laga doon gaa .. balkay gadha bond laga doon gaa ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
HAHAHAHA! laga do mujhay koi farq nahi parta..tum apni chaddi ki fiker karo bass ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
hoonh… bohat buray bhi bohat buray ![]()
kabardaar ko mere chaddi ke taraf buri nazar say dekhaa too ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
kaha na hai to hai maan lo ab ![]()
Shobi o lal chadii walaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaay ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
astaghfirullah!
kaisi baatain kartay ho tum tobah tobah ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Thanku every one.. my pala pala sa GS..!! ![]()
evilmastermind - nahee kehta keh aap ka multi nick hai :p.. kaam dhang ka bhi hoga .. soch lo yaara..
Mulder - jee janaab.. we will definately know.. kiya X-files chor keh GS peh jasoosi karnee shuru kar dee.. ![]()
~Lay-D Honey~ - GS ka gadha.. uff.. hum CG hain.. kiya bolay to.. Confused Gadha.. kher.. yeh CG sair o tafree bhi bohot achee karata hai.. hehe
JAan lewa - Tareef us khuda jee jiss nay yeh jaha banaya
… Hum to CG hain.. tum ko qadardaan banaya.. (kuch aur socha tha par
)
Faizy - tumhara lota hai keh pateela..? milta hee nahee ![]()
rukhsarbibi - dhanno ka intezaar.. ahem ![]()
shoby - jo marzee bond, elfi, elephant brand, lagao… par tumharee chaddi kee to kher nahee.. hugs yara.. howdy..
and once again.. thnx for welcomeing mee.. ab intezaar kee ghariyan khatam.. dhamaka shuru.. :d
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
Hor MEri dano..
tum ko kiya kahoun.. Sigh.. hayee… !!! :love: :love:
thnku jee.. yeh aap keh liyay :flower:
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
wb!

![]()

jaisi jaisi tum dekhti ho ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
DM.. ab yeh bhi koi baat karnay kee huwee.. :D ;)
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
welcome back barey miyan ![]()
Re: wapis aagaya.. kissi keh liyay kissi ko chor keh
welcome back ghaday bhai

matlab? ![]()