Ghoomnay jab bhi tere shehar mein jaati hai Wafa
Bain karti huwi waapis woh sada'aa aati hai ...
**
Ki Mohammad say Wafa Tunnay Tu hum Teray hain
Ye jehaan Cheez kiya Lahoo Qalam Teray hain !
**
Aap ka shair bahut hi lajwaab hai Lamhay Ji ...:k::k::k:
Sabaq jis ko wafa ka yaad hoga
Muhabbat mein wohi barbaad hoga
Hamara naam bhi lenge woh lekin
Hamaara zikar sab ke baad hoga …
Very nice …keep going:k: