aa’nkheN khuli to jaag uthi has’RateiN tamaam
us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
Aap ka collection tu tabah-kun huta hay Koyal… awesome indeed…
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
Yes, call FBI ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
Aap ki selection ki taareef karna to goya sooraj ko chiraagh dikhaney ke mutraadif hey. Aa gaey ho tey cha gaey ho ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
asi tey atey he haiN cha janaY k leay ..kabhi koyal ko uRtey dekha hai mu upeR kaRo tu lagta hai wo chaie huwei hain asmana’oo ki wustooN maiN ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
thanks fara ap ka zoaq acha hai waRna pRindi kis qabil ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
lagta hia FBi ki degree b ap ne lay he lee ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
lol @ Prindi… khsuh-zoaq tu aap hain hee… khush-mizaaj bhee lagti hain…
Aap kay liyee aik misra zehan main aa raha hay…
woh urray ga apni he moaj main, ussay aab day ya sarab day…
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
Koi nahi… main nay bar-mahal chunao kiya hay is laffz ka… ayee FBi beech main kithooN aa gayee ayee..
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
FBI ki to nahi, haaN koi aur degree zaroor li hey ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
Nice1 ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
**bahot umda she’r hai. shaayad ek aur she’e thaa aisaa hii kuchh k:
kah kar gaye the k shab ko mileNge Khaab meN
tab se palak mili nahiiN palak se intizaar meN
aap meN se kisi ko yeh she’r iskii asli haiyat meN yaad hai?**
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
Koyal Very hi nice :k: achay achay sher post kerti raha karein ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
batna pasand faRmaieN gain ap ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
thanks ap ne acha sherR suna pRindi k leay i like it ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
very nice.
Khawab na dekhaan karein. ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
ab khawab he tu rah gaye haiN dekhnay k leay original aj kal kahaN ![]()
Re: us ko bhi kho diya jisay paya tha khuab maiN
nice

Bhut achi ![]()