Us ki kaali Aankhon me hain.

Us ki kaali Aankhon me hain ye antar mantar sub…!
Chaaqu waaqu churiyan vuriyan khanjr vanjar sub

Jis din se tum rothy mujh se, Rothy rothy hain,!
Chaadar vaadar takiya vakia bistar vistar sub

Mujh sy bichar k wo bhi kahan pehly jaisa hy,!
Pheeky pr gaye kaprey vapry zevar shevar sub

Aakhir mai kis din doobun ga…? Fikrain karty hain,!

Darya varya kashti vashti langar vangar sub…

Re: Us ki kaali Aankhon me hain.

Nice one :k:

padh kar iss shayari ko bhool gaya main
Ghazlen wazlen, nazmen wazmen, geet weet sub

Re: Us ki kaali Aankhon me hain.

:hehe: this made me laughhhhh

Re: Us ki kaali Aankhon me hain.

I liked your post :aisha:

Re: Us ki kaali Aankhon me hain.

yeh parh kar to mer dimagh hogiya hai
kharab sharap anab shanab

Re: Us ki kaali Aankhon me hain.

Ap sub nay to meri ghazal ko lateefa bana diya

Re: Us ki kaali Aankhon me hain.

Its a cute se ghazal na
A v nice one

Re: Us ki kaali Aankhon me hain.

Nahin aap ne lateefe ko ghazal bana dia :hehe: (j/k)

It was a different experience to read this. A new idea :k:

Re: Us ki kaali Aankhon me hain.

It was actually v nice n cuteeee