Us ke salgharaha par.....

Suraj nay mujahay taray intazar kay sath
Chand taroon ka hawalay kartay howay
Kaha ka safar acha raha
Chand taroon nay khush amdeed kaha
Ka aaj ke raat hamaray sath tum behi hoo
Maray sath ya chan taray behi
Intazar main hain
Ka tum aa oo gee
Phooloon ka patay behi sookh rahay hain
Ka tum aaoo gee
Shama behi paghaltee jatee hai
Ka tum aaoo gee
Mujahay yaqeen hai ka tum aa oo gee
Magar….

by Dilsay

Wah..
dil say nikalne wale har lafz ka javab nahe :k:

Wah dilsay... bohat khoob... so touchy..

Thanks alot…

[QUOTE]
*Originally posted by P}{ä®mä©Ï§t: *
Wah dilsay... bohat khoob... so touchy..
[/QUOTE]

thanks alot

Kia baat hai ji

bohat khoob.

very nice dilsay :k: magar yeh to batahiye…kisska yeh intezaar :slight_smile:

khoob kaha hai magar Us ke salgharaha
kis ki ???

[QUOTE]
*Originally posted by ~Nazish~: *
Kia baat hai ji

bohat khoob.
[/QUOTE]

Thanks

[QUOTE]
Originally posted by Amarbail: *
khoob kaha hai magar **Us ke salgharaha
*
kis ki ???
[/QUOTE]

Sub ka koyee na koyee hota hai
Jo hamar tha kabhi ya sub us kay liya

Jis ka intazar hai ya khud us ko behi khabar nahi

:)

Hoob kaha ap nai...

Mujai yaqeen hai najain kion
kai wo ayai gi kisi rooz
or isi omed pai
main AJJ bhi zinda hoon
Shaid.......!

Jo behi pecharay hain kab milay hain Faraz
Phir behi tu intazar kar shiyad

bohat khoobsurut alfaaz hain.. :k::slight_smile:

really nice :)

Thanks

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
really nice :)
[/QUOTE]

Thanks alot...

Buhat khoob
wessey meri salgirah bhi 23rd ko thi:blush:…

acha to woh aap thay jo Asmaan say girr kar kajoor main attak gay thay :smiley:

Re: Us ke salgharaha par.....

[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *
**Suraj nay mujahay taray intazar kay sath
Chand taroon ka hawalay kartay howay
Kaha ka safar acha raha
Chand taroon nay khush amdeed kaha
Ka aaj ke raat hamaray sath tum behi hoo
Maray sath ya chan taray behi
Intazar main hain
Ka tum aa oo gee
Phooloon ka patay behi sookh rahay hain
Ka tum aaoo gee
Shama behi paghaltee jatee hai
Ka tum aaoo gee
Mujahay yaqeen hai ka tum aa oo gee
Magar….
*

by Dilsay
[/QUOTE]

hum say poch laytay, eik saal advance main bata daytay Woh nahi aay gii :D Woh nahi aaii to aap chalay jatay.