Us ke salgharaha par.....

Re: Re: Us ke salgharaha par.....

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

hum say poch laytay, eik saal advance main bata daytay Woh nahi aay gii :D Woh nahi aaii to aap chalay jatay.
[/QUOTE]

Acha jee... tu aap abhi bata dain kaiy vo aglay saal ayaa gee.... ?

Re: Re: Re: Us ke salgharaha par.....

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Acha jee... tu aap abhi bata dain kaiy vo aglay saal ayaa gee.... ?
[/QUOTE]

aghlay saal uss ko anay ki zaroorat hi nahi parray gi