Re: Urdu zuban ki ahmeyat
ek naii iijaad!
agar naach seekhnaa hai to saqeel urdu boleN…uske larze se naachnaa aa jaayegaa…to, shur’u ho jaayeN…ik vaarii bismillah! ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
ek naii iijaad!
agar naach seekhnaa hai to saqeel urdu boleN…uske larze se naachnaa aa jaayegaa…to, shur’u ho jaayeN…ik vaarii bismillah! ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
Zindagi kya pehlay kam nacha rahi hai jo yun mein iss larzey se nachney shuru ho jaoon …
aur wesay aapko aagr naach dekhna hai tou aap wahan jaaein ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
Naach na janey aangan terha ko jumlay mein istemal kerkay dikhaein …
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
hahahaha…zindagii kia kam ‘tritya charistri naach’ nachaatii hai!
yeh naach sirf mard Hazraat hii naachte haiN apnii biwiyoNB kii ek ungli ke ishaare pe! bechaare yeh seedhaa saadhe, bhole bhaale mard aafat ke maare! ![]()
haN, na nau man tel hogaa na Radha naachegii! ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
Aadaab ahl-e-forum heheheheehehheehe ![]()
kya haal ehwaal hein sabke… umeed kerta hoon sab patakhay honge :shoaby:
![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
lo jii, ek bakraa phaNsaa! Hakuna ne ek angrezii kaa lafz iste’maal kiyaa hai!
ahl-e-chaupaal/bazm/meHfil kaheN varna numbar kii kaTautii ho jaayegii! ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
hahahahahahahahahaahahahahahahhaa :d
![]()
AHA aap azeem hein KKF bhaiya ![]()
:shoaby:
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
azeem meraa naam nahiiN hai
maiN ne tumko range haathoN pakaR liyaa! hahaha…yahan angrezii nahiiN chelegii! ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
hahahahahahahahahahahaha :d
aray bilkul bhaiya hum tasleem kerte hein ke aapne hamein pakar liya :shoaby:
![]()
aur btayeey kese hein aap ?? :d
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
mujhe to jaasoos honaa chaahiye…hai na? ![]()
maiN alhamdolillah Tik Tok N fiT faat! aap sunaaiye! ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
Mein bhi thik hoon bhaiya .. bohot shukriya ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
Janab itni maghaz mari ka kia faida? unho ny bta to dia k un k hath bhe dukhty hain or larza bhe tari hota hy, aisa maloom hota hy k urdu aik beemari hy or ye nishanian is marz ko tashkhees krny k liye kafi hain.![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
Nahi chaly ge nahi chaly ge angrezi bilkul ni chaly ge.![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
^ hehehehehehehe forum ko aap kya kaheingi ?? ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
Pehly to shaid pta ni tha laikn ab to wohe kahun ge jo KKF ny kaha:cool:
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
vaise Hakuna ne merii angrezii ke alfaaz nahiiN pakRe…pakRo bhai!
forum ko Urdu meN bhii forum hii kahte haiN aam taur se magar asl Urdu hai:
Forum = jaa-e-mubaaHisah
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
hahahahahahahahahahahaha :d
thik hai jese aapki marzi lekin mein us se ittefaq nahi kerta lekin me iska sahi lafz agar ho sake to bta dunga ![]()
![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
hahahaahahahahahahahaha :d
bhaiya mein itna taiz nahi ke kisi ki ghaltiyan pakar sakun is liye jaane deta hoon apke alfaaz ![]()
itna taiz hota to mein kafi karnamay ker chuka hota ![]()
Re: Urdu zuban ki ahmeyat
Ji bilkul hum us lafz ki is forum me aamad k muntazir rahen gy, chunk ab KKF ny bhe tasdeek kr di k forum ko forum kahen gy .![]()