Urdu quote/aqwaal ka dhaga

As the title says…yahan aapko urdu aqwal post kerne hain..with meaning of difficult words :smiley:

I start

Bhagtey choor ki langoti he sahi :smiley:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Kharbozi ko Dekh Ker kharboza rang pakarta hai. :@:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Langoti’s meaning plz :chai:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

khaney peene ka mazak urana sakht mana hai :snooty:

sannan.com :teggy:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Wrong number :chai:
Meaning pta nae then why did you share? :emmy:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

lemme try again :cheer: sannanhelpurdu.com:teggy:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Bandar kia Jannay Adrak ka sawad :sunnyboy:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

naach na jaaney angan terhi :snooty:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

In tilon main tail nahin

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

girte hain shah sawar he maidan e jung mai :hbk:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Gadha kia janay zaa’fran ka bhao :cb:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

.

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Naiki kar daryaa mein daal .....

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Aik Anar :lb: so beemaar :fraudia:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

aankh ojal paharh ojal

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

یہ جا وُہ جا۔۔۔

یہ بھی کہیں گےکہ ہمیں بکری بندر لے دو۔۔

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Nah no man tail ho ga nah radha nachay gi :nuch:

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

maan na maan mai tera mehmaan

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Pass kar ya bardashat kar

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

aur yeh Patri say utr gya Sannan :omg: